SEARCH RESULTS
Showing search results for "कफ़-ए-ख़ाक"
Ghazal MATCHES FOR "कफ़-ए-ख़ाक"
Ghazal
vo aadmii ki jo mahmil thaa aaftaabo.n kaa
ba-qadr-e-yak-do kaf-e-KHaak-e-rahguzar niklaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Bayan Meeruthi
Ghazal
bulbul kii kaf-e-KHaak bhii ab hogii pareshaa.n
jaame kaa tire rang sitamgar chimanii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
hai kaf-e-KHaak mirii bas-ki tab-e-ishq se garm
paa.nv vaa.n jis kaa pa.De aabla-paa hotaa hai
Taban Abdul Hai
Ghazal
din kii aaGosh-e-razaa.at se nikal kar 'taabish'
raat kii raat kaf-e-KHaak se ham uThte hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
naala sarmaaya-e-yak-aalam o aalam kaf-e-KHaak
aasmaa.n baiza-e-qumrii nazar aataa hai mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
rang jab ko.ii lab-e-diida-e-tar aa.egaa
naqsh kyaa kyaa na kaf-e-KHaak me.n dar aa.egaa
Usman Alvi
Ghazal
Maroof Dehlvi
Ghazal
bedaad-e-charKH ne go hame.n KHaak kar diyaa
teraa jamaal ziinat-e-bazm-e-jahaa.n rahe
Naresh M. A
Ghazal
jo duusro.n ke ishaaro.n pe chalte rahte hai.n
vo 'umr bhar kaf-e-afsos malte rahte hai.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
chaal-baazii tirii KHud tujh ko hii le Duubegii
ek din tuu kaf-e-afsos hai malne vaalaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
kuchh na samjhegaa tuu betaabii-e-dil kaa aalam
ye musiibat kii gha.Dii tujh pe kahaa.n guzrii hai
Kanval M. A
Ghazal
surKHii ke sabab KHuub khilaa hai gul-e-laala
aariz me.n labo.n me.n kaf-e-dast o kaf-e-paa me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
chal diye uTh ke suu-e-shahr-e-vafaa kuu-e-habiib
puuchh lenaa thaa kisii KHaak-basar se pahle
Ibn e Insha
Ghazal
'shaan' be-samt na kar de tumhe.n sahraa-e-hayaat
zehn me.n un ke nuquush-e-kaf-e-paa rahne do
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
jis ne kuchh ehtiyaat javaanii me.n kii nahii.n
aql-e-saliim kahtii hai vo aadmii nahii.n