SEARCH RESULTS
Showing search results for "कार-गह"
Ghazal MATCHES FOR "कार-गह"
Ghazal
hunar kii kaar-gah se shai ajab nikal aa.e
mai.n din banaataa rahuu.n aur vo shab nikal aa.e
Javed Shaheen
Ghazal
us ban me.n kiyaa kartii hai tap merii anaa bhii
is shahr me.n hai kaar-gah-e-arz-o-samaa bhii
Ameeq Hanafi
Ghazal
apnaa maslak hai yahii kaar-gah-e-razm-e-hayaat
kashmakash jaarii rahe ma.arka sar hone tak
Hamdam Siddiqi
Ghazal
Wali Kakoravi
Ghazal
suufii ye sahv mahv hu.e sadd-e-baab-e-uns
kyaa imbisaat kaar-gah-e-hast-o-buud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
Mani Jayasi
Ghazal
jis ruup me.n jab chaahe jise Dhaal de 'ummiid'
duniyaa bhii ajab kaar-gah-e-kuuza-garii hai
Ummeed Fazli
Ghazal
parda-e-chashm pe raqsaa.n hai tiraa aks hunuuz
so bas ik vahm hai ye kaar-gah-e-saa.at-e-hijr
Anjum Usman
Ghazal
mauj-e-anfaas bhii ik teG-e-ravaa.n ho jaise
zindagii kaar-gah-e-shiisha-garaa.n ho jaise
Habeeb Ashar Dehlavi
Ghazal
ab to is kaar-gah-e-shiisha-garii me.n 'maahir'
har-nafas taaza chhanaake kii sadaa aatii hai
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
ham hai.n is kaar-gah-e-shiisha-garaa.n me.n hairaa.n
aa.ine taab-e-nazaara ke talabgaar mile
Shafqat Tanveer Mirza
Ghazal
yahii dil jis ko shikaayat hai giraa.n-jaanii kii
yahii dil kaar-gah-e-shiisha-giraa.n hotaa hai
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
vo kaar-gah na rahii aur na vo sifaal rahii
KHudaa ke daur me.n kyaa aadmii nikalte the
Ateequllah
Ghazal
is kaar-gah-e-hastii kaa itnaa fasaana hai
ho nafs jahaa.n baaqii irfaan nahii.n miltaa
Ghubar Kiratpuri
Ghazal
daur hai sa.ng-e-havaadis kaa magar kyaa kahiye
dil me.n ik kaar-gah-e-shiisha-garaa.n hai ab bhii
Maikash Badayuni
Ghazal
kyaa KHuub tamaasha hai ye kaar-gah-e-hastii
har jism salaamat hai har zaat adhuurii hai
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
shohrat mirii raahe thii jahaa.n diida-varii kii
is kaar-gah-e-shauq me.n afsaana banaa huu.n