SEARCH RESULTS
Showing search results for "तकरीम-ए-बाहमी"
Ghazal MATCHES FOR "तकरीम-ए-बाहमी"
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
lab pe takriim-e-tamannaa-e-subuk-paa.ii hai
pas-e-diivaar vahii silsila-paimaa.ii hai
Zafar Iqbal
Ghazal
jin ko nahii.n thii daulat-e-ehsaas tak nasiib
takriim-e-be-nazar me.n vahii devtaa rahe
Iqbal Kaifi
Ghazal
rabt-o-zabt-e-baahamii ke haa.e vo raaz-o-niyaaz
aashiqaana husn thaa aur ishq ma.ashuuqaana thaa
Bismil Saeedi
Ghazal
KHushaa vo kashmakash-e-rabt-e-baahamii jis ne
dil o dimaaG ko be-kaar kar ke chho.D diyaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
taaziim-e-mohabbat hai na takriim-e-vafaa hai
gul-kaarii-e-dauraa.n kaa faqat naam ba.Daa hai
Jameel Azimabadi
Ghazal
aaj ke maahaul me.n insaaniyat badnaam hai
ye inaad-e-baahamii kaa hii faqat anjaam hai
Daood Mohsin
Ghazal
apnaa.iyat KHuluus vafaa rabt-e-baahamii
sab kuchh milegaa tum ko Gariibo.n ke paas me.n
Syed Ilyas Fani
Ghazal
ittihaad-e-baahamii jab se nahii.n hai ai 'mayank'
kaarvaa.n ke saath miir-e-kaarvaa.n tanhaa lage
Mayank Akbarabadi
Ghazal
vo rabt-e-baahamii nahii.n vo pyaar bhii nahii.n
pahlii sii vo nigaah-e-tarahdaar bhii nahii.n
Abdul Majeed Dard Bhopali
Ghazal
hazaar koshish-e-paiham ke baad bhii logo
mire zahan me.n abhii rabt-e-baahamii kam hai
Kaleem Saronji
Ghazal
kyaa hogaa is se ba.Dh ke ko.ii rabt-e-baahamii
manzil hamaarii vo to ham un kaa pataa hu.e