SEARCH RESULTS
Showing search results for "नौ-बियाहता"
Ghazal MATCHES FOR "नौ-बियाहता"
Ghazal
zindagii bhii kisii baazaar kii aurat kii tarah
na biyaahe kii hu.ii aur na ka.nvaare kii hu.ii
Khursheed Akbar
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
use gulaab kii pattii ne qatl kar Daalaa
vo sab kii raaho.n me.n kaa.nTe bahut bichhaataa thaa
Waseem Barelvi
Ghazal
libaas chaak badan jhaa.nktaa ye aadhaa hai
yahii kafan hai hamaaraa yahii libaada hai
Amit Jha Rahi
Ghazal
fan asl me.n pinhaa.n hai dil-e-zaar ke andar
fankaar hai ik aur bhii fankaar ke andar
Asrar Akbarabadi
Ghazal
haq thaa baabaa pe na thii jab tak biyaahii
aane ko ghar ab ijaazat maa.ngtii hai
Parul Singh Noor
Ghazal
mai.n use kaise sar-aa.nkho.n pe biThaataa 'shaadaab'
jis ne sammaan jataa kar miraa apmaan kiyaa
Shadab Razi
Ghazal
la.Dkii kahii.n falak pe na ju.Dtii thii saanD ko
ab cha.nd-o-giit gaa.e na la.D ke biyaah kii
Shaida Allahabadi
Ghazal
Raghvendra Dwivedi
Ghazal
naqsh-e-paa us kaa zer-e-zamii.n rah gayaa
mai.n falak tak bichhaataa jabii.n rah gayaa
Altaf Babar
Ghazal
Gariib-e-shahr huu.n ghar hai na kaarobaar ko.ii
kabhii bichhaataa kabhii o.Dhtaa rahaa kaaGaz
Sanjay Mishra Shauq
Ghazal
jis pe netaa kii nazar sub.h rahe shaam rahe
dho.ns me.n us kii na kyo.n gardish-e-ayyaam rahe
Navak Lakhnavi
Ghazal
Shahryar
Ghazal
ham to samjhe the mohabbat kii la.Daa.ii saahab
aap talvaar uThaa laa.e hai.n bhaa.ii saahab
Khurram Afaq
Ghazal
ibaadato.n ko mirii ratjagaa samajhtaa hai
vo sachche pyaar ko bhii falsafa samajhtaa hai
Seema Sharma Meeruthi
Ghazal
mahmil hai matluub na lailaa maa.ngtaa hai
chaak-girebaa.n qais to sahraa maa.ngtaa hai