SEARCH RESULTS
Showing search results for "मुंडा"
Ghazal MATCHES FOR "मुंडा"
Ghazal
kitaab-e-maazii ke auraaq ulaT ke dekh zaraa
na jaane kaun saa saf.ha mu.Daa hu.aa nikle
Waseem Barelvi
Ghazal
the sab usii ke lams se jal-thal bane hu.e
dariyaa mu.Daa to apnii ravaanii bhii le gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
ye raasta to usii dar pe jaa ke ruktaa thaa
ki vo KHafaa hai to ye raasta mu.Daa hii na ho
Shaz Tamkanat
Ghazal
lag ke saahil se jo bahtaa hai use bahne do
aise dariyaa kaa kabhii ruKH nahii.n mo.Daa karte
Gulzar
Ghazal
us ke hasiin chehre pe KHat KHuub thaa magar
daa.Dhii mu.nDaa ke aur tarah-daar ho gayaa
Mohammad Alvi
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
na rok le hame.n rotaa hu.aa ko.ii chehra
chale to mu.D ke galii kii taraf nahii.n dekhaa
Munawwar Rana
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Ehtisham ul Haq Siddiqui
Ghazal
ham-saaya-e-muGaa.n me.n muddat se huu.n chunaa.nche
ik shiira-KHaane kii hai diivaar mere ghar me.n