SEARCH RESULTS
Showing search results for "सिसकियाँ"
Ghazal MATCHES FOR "सिसकियाँ"
Ghazal
phir mohabbat kii zamaane me.n na pursish hogii
ro.egii siskiyaa.n le le ke vafaa mere baad
Hakeem Nasir
Ghazal
kab aasmaan kaa phahTtaa hai dil ye dekhnaa hai
badal rahii hai.n mirii siskiyaa.n karaaho.n me.n
Jahangeer nayab
Ghazal
kaam karnaa ho jo kar lo aaj kii taariiKH me.n
aa.nkh nam ho jaa.egii phir siskiyaa.n rah jaa.e.ngii
Aadarsh Dubey
Ghazal
sitaare siskiyaa.n bharte hai shab-bhar
kabhii to aa.nkh bhii Gam kaa pata de
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
siskiyaa.n letii hu.ii Gamgii.n havaa.o chup raho
so rahe hai.n dard un ko mat jagaa.o chup raho
Qateel Shifai
Ghazal
naam to us kaa bhalaa saa thaa magar yaad nahii.n
siskiyaa.n le ke tujhe yaad kiyaa thaa kis ne
Kishwar Naheed
Ghazal
siskiyaa.n us kii na dekhii ga.ii.n mujh se 'ra.anaa'
ro pa.Daa mai.n bhii use pahlii kamaa.ii dete
Munawwar Rana
Ghazal
KHudaa jaane hai kis kaa dard kitnaa
ye saa.njhii siskiyaa.n terii na merii
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
har taraf ashk aur siskiyaa.n hijr kii
dard hii dard hai har gha.Dii shaam me.n
Najma Shaheen Khosa
Ghazal
sitaare siskiyaa.n bharte the os rotii thii
fasaana-e-jigar-e-laKHt-laKHt aisaa thaa
Shakeb Jalali
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
qahqahe kii maut hai yaa maut kii aavaaz hai
siskiyaa.n letaa hu.aa ab zindagii kaa saaz hai