SEARCH RESULTS
Showing search results for "हिसाब-ओ-किताब"
Ghazal MATCHES FOR "हिसाब-ओ-किताब"
Ghazal
sharmindagii to hogii ai 'saifii' bahut mujhe
aa jaa.egaa jo vaqt hisaab-o-kitaab kaa
Aslam Saifi
Ghazal
zaalim the varaa-e-hisaab-o-kitaab kyaa
un par nuzuul-e-qahr-e-KHudaa kyuu.n nahii.n hu.aa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
shuruu' me.n to ye rishta baraabarii kaa rahaa
phir us ke baa'd hisaab-o-kitaab le Duube
Sarita Jain
Ghazal
baate.n hai.n vaa.izo.n kii azaab o savaab kyaa
do din kii zindagii me.n hisaab-o-kitaab kyaa
Mirza Mayal Dehlvi
Ghazal
tar-daamanii me.n aa.e nazar ham hii pesh pesh
a.amaal-e-zindagii ke hisaab-o-kitaab me.n
Mahir Bilgrami
Ghazal
ai maulaa tuu rahiim hai ye jaantaa huu.n mai.n
rakkhaa hai yuu.n hii pech hisaab-o-kitaab kaa
Nazr Fatmi
Ghazal
dikhaa na Dar hame.n roz-e-hisaab kaa ai shaiKH
Dubo.e ham ne hisaab-o-kitaab shiishe me.n
Amar Abdabadi
Ghazal
shikast-o-fat.h jazaa-o-sazaa hisaab-o-kitaab
hamaare saath ye sab kuchh idhar yahii.n hu.aa hai
Khalid Karrar
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
Jabbar Wasif
Ghazal
dariyaa hisaab o had me.n apnii ravaa.n davaa.n hai
kuchh log hai.n ki is me.n girdaab dekhte hai.n
Mahtab Haider Naqvi
Ghazal
karnii-bharnii ik taraf kaisaa hisaab-o-ehtisaab
saare inkaar aur sab iijaab chorii ho ga.e
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
harf-o-kitaab aaj bhii hai.n muntazir tire
ma.anii tire firaaq me.n ranjuur ho gayaa
Neelam Bhatti
Ghazal
Shamim Hanafi
Ghazal
badan ko vajd tire be-hisaab-o-had aa.e
mirii rasaa.ii me.n gar teraa jazr-o-mad aa.e
Syed Kashif Raza
Ghazal
sharh-e-Gam haa.e be-hisaab huu.n mai.n
likhne baiThuu.n to ik kitaab huu.n mai.n