SEARCH RESULTS
Showing search results for "GauGaa-e-sagaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "GauGaa-e-sagaa.n"
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
'baasit' tujhe manzil to bahar-haal milegii
kuchh Gam nahii.n jo raah me.n GauGaa-e-sagaa.n hai
Basit Azeem
Ghazal
shahr mere hii bharose pe ho KHufta jaise
hadaf-e-shor-e-sagaa.n ko.ii nahii.n mere sivaa
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
ik qalandar kii tarah vaqt rahaa mahv-e-KHiraam
us ne kab dhyaan ''talab'' shor-e-sagaa.n par rakkhaa
Khurshid Talab
Ghazal
is dasht ke anjaam pe pahle se nazar thii
taasiir samajhte the ham aavaaz-e-sagaa.n kii
Aashufta Changezi
Ghazal
kyaa sitam hai ki mire shahr me.n merii aavaaz
jaise aavaaz-e-sagaa.n hai ko.ii suntaa hii nahii.n
Abbas Rizvi
Ghazal
GauGaa-e-hashr dil me.n samaataa nahii.n mire
ha.ngaama yaad hai mujhe furqat me.n aah kaa
Shad Azimabadi
Ghazal
kaun apnaa hai samajhtii hai KHamoshii shab kii
ajnabii kaun hai aavaaz-e-sagaa.n jaantii hai
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
mohabbato.n ke amiino.n kii hai.n vo aavaaze.n
ki jin ko KHalq ne shor-e-sagaa.n banaa diyaa hai
Asad Badayuni
Ghazal
munsif-e-shahr us aavaaz se Dar jaataa hai
mai.n jise GoGa-e-aavaaz-e-sagaa.n kahtaa huu.n
Dr. Naresh
Ghazal
kuchh Garaz is se nahii.n rizq-e-gadaa ho ki na ho
kuucha-o-raah me.n aavaaz-e-sagaa.n rah jaa.e
Zafar Iqbal
Ghazal
raqs me.n mad.hosh GauGaa-e-suruud-o-lai me.n gum
kaun hai ye shiddat-e-aazaar se ha.nstaa hu.aa
seemab zafar
Ghazal
bharaa thaa daaman-e-KHvaahish to hashr barpaa thaa
hu.aa tahii to phir aavaaza-e-sagaa.n bhii gayaa
Riaz Majeed
Ghazal
GauGaa-e-marg chaaro.n taraf phailne lagaa
kyaa is jahaa.n ko chho.D ga.e baadiya-pasand
Imdad Akash
Ghazal
aisii majlis se agar rahiye ba.iid aulaa hai
dil dimaaG apnaa to vo aur ye GauGaa-e-qariib
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
ai 'mus.hafii' ze-gosha-e-KHalvat-buruu.n KHiraam
KHaaliist az-baraa.e tuu KHud jaa-e-shaa.erii