SEARCH RESULTS
Showing search results for "Takraayaa"
Ghazal MATCHES FOR "Takraayaa"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
aql KHaamosh tamaashaa.ii kii tasviir banii
ishq Takraayaa hai maidaan ke sar hone tak
athar shakeel
Ghazal
Nawaz Asimi
Ghazal
dar se tire Takraayaa ik na.ara-e-mastaana
be-naam liye teraa ham tujh ko pukaar aa.e
Iram Lakhnavi
Ghazal
umr bhar but-shikanii kartaa rahaa aaj magar
apnii hii zaat ke kohsaar se Takraayaa huu.n
Farigh Bukhari
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
usii kii dhun me.n chaTTaano.n se sar ko Takraayaa
vo ik KHayaal ki naazuk thaa aa.ino.n kii tarah
Sadique Naseem
Ghazal
na hotaa dard-e-sar phir tum ko 'aajiz'
sar us ke dar pe Takraayaa to hotaa
Peer Sher Mohammad Ajiz
Ghazal
Zafar Ghauri
Ghazal
ham pe hii sadiyo.n se hai.n zulm-o-sitam jabr-o-alam
aur hame.n hii morid-e-ilzaam Thahraayaa gayaa
Jamal Naqvi
Ghazal
ik patthar thaa jo maathe se Takraayaa thaa
phe.nkne vaalaa shaayad meraa maa.n jaayaa thaa