SEARCH RESULTS
Showing search results for "aa.uu.n"
Ghazal MATCHES FOR "aa.uu.n"
Ghazal
tujh se gile karuu.n tujhe jaanaa.n manaa.uu.n mai.n
ik baar apne-aap me.n aa.uu.n to aa.uu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
sau rang hai kis rang se tasviir banaa.uu.n
mere to ka.ii ruup hai.n kis ruup me.n aa.uu.n
Athar Nafees
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
jo ham-safar sar-e-manzil bichha.D rahaa hai 'faraaz'
ajab nahii.n hai agar yaad bhii na aa.uu.n use
Ahmad Faraz
Ghazal
Mohammad Alvi
Ghazal
mai.n lauT aa.uu.n kahii.n tuu ye sochtaa hii na ho
ki raat der ga.e teraa dar khulaa hii na ho
Shaz Tamkanat
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
avval to tire kuuche me.n aanaa nahii.n miltaa
aa.uu.n to kahii.n teraa Thikaanaa nahii.n miltaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Danish Naqwi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
din le ke jaa.uu.n saath use shaam kar ke aa.uu.n
be-kaar ke safar me.n ko.ii kaam kar ke aa.uu.n
Anjum Saleemi
Ghazal
Taban Abdul Hai
Ghazal
mai.n us ke haath na aa.uu.n vo meraa ho ke rahe
mai.n gir pa.Duu.n to mirii pastiyo.n kaa saathii ho
Iftikhar Arif
Ghazal
haath mere hai.n ba.ndhe haath milaa.uu.n kaise
paas ho kar bhii tere paas mai.n aa.uu.n kaise
Anis Shah Anis
Ghazal
zabaa.n kaa paas hai to qaul sab nibhaane hai.n
agar mukarne pe aa.uu.n to sau bahaane hai.n