SEARCH RESULTS
Showing search results for "aiha kyu ki sachchi kahani ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "aiha kyu ki sachchi kahani ebooks"
Ghazal
Baqar Mehdi
Ghazal
log kyuu.n ghuur ke sachchaa.ii mujhe dekhte hai.n
aisaa lagtaa hai ki jaise tiraa chehra huu.n mai.n
Sultan Subhani
Ghazal
aa.iina kyuu.n na duu.n ki tamaashaa kahe.n jise
aisaa kahaa.n se laa.uu.n ki tujh saa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
dhuup kii aag me.n ha.nsne kii adaa kyaa jaane.n
jangalii phuul kahaa.n aap ke gulzaaro.n me.n
Bashir Badr
Ghazal
Amar Abdabadi
Ghazal
zabt-e-Gam-e-firaaq kii dil me.n kahaa.n sakat
zaalim ke ruuThne kii adaa kyaa karegii aaj
Nawaz Deobandi
Ghazal
mai.n jhuuT ko sachchaa.ii ke paikar me.n sajaataa
kyaa kiijiye mujh ko ye hunar hii nahii.n aayaa
Akhtar Shahjahanpuri
Ghazal
sulaiman ahmad mani
Ghazal
band kamre me.n ye dastuur kahaa.n se aayaa
kyuu.n mujhe KHud se bhii milne kii ijaazat na milii
Hamdam Kashmiri
Ghazal
ishq gar raas na aayaa to kahaa.n husn-e-jamiil
kyaa mayassar ho hasiino.n ke nagar me.n rahnaa
Jameel Ahmad Khan Jameel
Ghazal
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Ghazal
savaal-e-nazr-e-karam kyaa ki terii diid ke ba.ad
mai.n be-muraad kahaa.n tere sang-e-dar se uThaa
Ahmad Musharraf Khawar
Ghazal
hame.n to KHair shu.uur-e-KHud-aagahii thaa kahaa.n
ye kyaa ki ahl-e-nazar bhii hame.n na pahchaane
Bazm Ansari
Ghazal
ham ko kis ke Gam ne maaraa ye kahaanii phir sahii
kis ne to.Daa dil hamaaraa ye kahaanii phir sahii
Masroor Anwar
Ghazal
qaid me.n guzregii jo umr ba.De kaam kii thii
par mai.n kyaa kartii ki zanjiir tire naam kii thii
Parveen Shakir
Ghazal
sansaar kii har shai kaa itnaa hii fasaana hai
ik dhund se aanaa hai ik dhund me.n jaanaa hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
uj.De hu.e logo.n se gurezaa.n na hu.aa kar
haalaat kii qabro.n ke ye katbe bhii pa.Dhaa kar
Mohsin Naqvi
Ghazal
kabhii kisii ko mukammal jahaa.n nahii.n miltaa
kahii.n zamiin kahii.n aasmaa.n nahii.n miltaa
Nida Fazli
Ghazal
kahaa.n savaab kahaa.n kyaa azaab hotaa hai
mohabbato.n me.n kab itnaa hisaab hotaa hai