SEARCH RESULTS
Showing search results for "allah ka ghar ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "allah ka ghar ebooks"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ham to allaah ke ghar jaa ke bahut pachhtaa.e
jaan denii thii to kaafir tire ghar kyuu.n na ga.e
Muztar Khairabadi
Ghazal
dil zaraa bhii na pasiijaa but-e-kaafir teraa
ka.aba allaah kaa ghar ban gayaa but-KHaane se
Bismil Azimabadi
Ghazal
ban jaa.egaa allaah kaa ghar KHud hii kisii din
filhaal 'fanaa' dil ko sanam-KHaana kahe.nge
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
allaah ke mahbuub kii nazro.n me.n hai e.ajaaz
siine me.n jo allaah kaa ghar thaa use taakaa
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
duniyaa se alag ham ne maiKHaane kaa dar dekhaa
maiKHaane kaa dar dekhaa allaah kaa ghar dekhaa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
ek mimbar thaa vahaa.n do-chaar the zarf-e-vazuu
ho ga.ii hairat hame.n allaah kaa ghar dekh kar
Nooh Narvi
Ghazal
dil to.Dne vaale ye tujhe kuchh bhii KHabar hai
allaah kaa ghar hai are allaah kaa ghar hai
Riyasat Ali Taj
Ghazal
dil meraa jalaayaa kyaa afsos hazaar afsos
barbaad kiyaa ai but allaah kaa ghar tuu ne
Fazal Husain Sabir
Ghazal
Qabil Ajmeri
Ghazal
kaise aadam yahaa.n ibliis bhii sajde kartaa
naa.eb-allaah kaa gar jag me.n ijaara hotaa
Muntazir Qaimi
Ghazal
vo ka.aba-e-dil to.Dte hai.n sa.ng-e-jafaa se
barbaad hu.aa jaataa hai allaah kaa ghar aaj
Raj Bahadur Saxena Auj
Ghazal
maujuud har ik jaa hai vo ai naaseh-e-naa-fahm
kaa'ba hii ik allaah kaa ghar ho nahii.n saktaa
Faheemuddin Ahmad Faheem
Ghazal
is me.n kuchh terii nahuusat bhii hai shaamil vaa.iz
varna allaah kaa ghar aisaa na viiraa.n hotaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
ab yaad mire dil me.n har-vaqt buto.n kii hai
allaah kaa ghar mai.n ne but-KHaana banaa Daalaa
Sanjar Ghazipuri
Ghazal
vaa.izo ka.aba kii taariif se saabit ye hu.aa
ki sanam-KHaana hii allaah kaa ghar hotaa hai
Bedil Azimabadi
Ghazal
kaash allaah kaa ghar jaan ke 'sho.ala' tum ne
ka.aba-e-dil ko kaliisaa na banaayaa hotaa
Shola Kararvi
Ghazal
kaa'ba-e-dil us taraf hai qbila-e-jaa.n is taraf
us taraf allaah kaa ghar kuu-e-jaanaa.n is taraf