SEARCH RESULTS
Showing search results for "baaG-e-adan"
Ghazal MATCHES FOR "baaG-e-adan"
Ghazal
ik roz mai.n bhii baaG-e-adan ko nikal gayaa
to.Dii jo shaaKH-e-ra.ng-fishaa.n haath jal gayaa
Sarvat Husain
Ghazal
baaG-e-adan ke khilte gulaabo.n ke saath thaa
mai.n ik hasiin jism ke KHvaabo.n ke saath thaa
Abdul Matin Jami
Ghazal
ruKHsaar-e-tar se taaza ho baaG-e-adan kii yaad
aur us kii pahlii sub.h kii vo rasmasaahaTe.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ek hijrat hai ki tasviir hu.ii jaatii hai
ek qissa hai suu-e-baaG-e-adan khii.nchtaa hai
Azad Husain Azad
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
bas ai jamaal-e-yaar tiraa iltifaat thaa
jo.n vaa hu.aa nigaah pe baaG-e-adan tamaam
seemab zafar
Ghazal
mai.n yuu.nhii aayaa nahii.n baaG-e-adan kii jaanib
ek sahraa thaa jise paar kiyaa hai mai.n ne
Afzal Gauhar Rao
Ghazal
KHush nahii.n aayaa mujhe baaG-e-adan bhii 'saajid'
maar Daalaa hai mujhe phir mirii hushyaarii ne
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
jin pe baarish-e-gul hai un kaa haal kyaa hogaa
zaKHm khaane vaale bhii baaG baaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kuchh saadgii-e-tab.a thii kuchh maslahat kaa jabr
kaa.nTo.n ko puujte rahe baaG-o-bahaar log
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
jahaa.n se tuu ne nikaalaa mire ab-o-jad ko
mai.n aaj bhii usii baaG-e-adan me.n rahtaa huu.n
Masood Munavvar
Ghazal
kyuu.n jaante hai.n san.at-o-hirfat ko baaG-e-KHuld
Gairo.n kii ham nigaah me.n hai.n KHaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
shaaKH-e-gul hiltii nahii.n ye bulbulo.n ko baaG me.n
haath apne ke ishaare se bulaatii hai bahaar
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
un ko jaane kis ne bhejaa thaa payaam-e-sair-e-gul
baaG me.n u.D kar parinde duur se aa.e bahut
M. A. Qadeer
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
baaG me.n jhuulaa Daal ke jhuule sakhii sahelii sang
jab pardesii kii yaad aa.e ho manvaa bechain