SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-dil"
Ghazal MATCHES FOR "be-dil"
Ghazal
Dil Shahjahanpuri
Ghazal
dil umango.n se jo KHaalii ho to be-dil kahiye
phir kise naaqa samajhiye kise mahmil kahiye
Azhar Nadvi
Ghazal
zamaane kii baato.n se be-dil nahii.n huu.n
jo maujo.n se TuuTe vo saahil nahii.n huu.n
Girami Chishti
Ghazal
dil de rahaa thaa jo use be-dil banaa diyaa
aasaan kaam aap ne mushkil banaa diyaa
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
ham hai.n be-dil dil apne paas nahii.n
aah is kaa bhii tujh ko paas nahii.n
Syed Mohammad Meer Asar
Ghazal
ko.ii nahii.n hai kushta-e-be-dil ke aas-paas
phirtii hai be-kasii tire bismil ke aas-paas
Shaheer Machlishahri
Ghazal
KHayaal-e-hazrat-e-be-dil ko chhuu ke aa jaa.e
kisii kii soch me.n aisaa kamaal hai hii nahii.n
Sahib Ahmedabadi
Ghazal
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
pahluu me.n 'nasiir' aah nahii.n hai dil-e-muztar
is sher-e-Gam-aaluuda-e-be-dil ne sataayaa
Shah Naseer
Ghazal
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
mai.n ne kahaa ki bai'at-e-'be-dil' se faa.eda
us ne kahaa buto.n ko suKHan-var banaa.uu.ngaa
Bedil Haidari
Ghazal
iimaa hai ye ki deve.nge nau din ke baa'd dil
likh bheje KHat me.n sher jo be-dil ke chaar paa.nch
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ik naa-umiid ke liye itnaa na sochiye
aazurda dil rahaa bhii to be-dil nahii.n rahaa