SEARCH RESULTS
Showing search results for "but-shikanii"
Ghazal MATCHES FOR "but-shikanii"
Ghazal
taaqo.n se gire jaate hai.n asnaam-e-KHayaalii
ham but-shikanii-haa-e-nazar dekh rahe hai.n
Sayyad Safdar Hussain
Ghazal
usii ke naam lagegaa ye jurm-e-but-shikanii
KHazaana jis ne chhupaayaa thaa somnaat ke saath
Sajid Raheem
Ghazal
zamaana-saaz na ho gar buto.n kii siim-tanii
to azm-e-but-shikanii bhii hai ain barhamanii
Varis Kirmani
Ghazal
ban ban ke biga.Dte rahe ummiid ke paikar
aazar the magar kaam rahaa but-shikanii se
Ada Jafarey
Ghazal
umr bhar but-shikanii kartaa rahaa aaj magar
apnii hii zaat ke kohsaar se Takraayaa huu.n
Farigh Bukhari
Ghazal
KHud hii tasviir banaataa huu.n miTaa detaa huu.n
but-garii mere liye but-shikanii ho jaise
Shahzad Ahmad
Ghazal
ye aur hai.n din vaqt gayaa but-shikanii kaa
sajte hu.e patthar ke sanam dekh rahe hai.n
Ghulam Dastageer Sharar
Ghazal
har chand subuk-dast hu.e but-shikanii me.n
ham hai.n to abhii raah me.n hai sa.ng-e-giraa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
rahiin-e-rasm-o-rivaayat ho jis kii but-shikanii
vo but-shikan bhii haqiiqat me.n somnaatii hai
Akhtar Ansari
Ghazal
buto.n kaa saath diyaa but-shikan kaa saath diyaa
fareb-e-ishq ne har husn-e-zan kaa saath diyaa
Vafa Malikpuri
Ghazal
iqraar hii ke saath ye inkaar abhii se
dil to.Dte ho kyo.n miraa paimaa.n-shikanii se
Faheem Gorakhpuri
Ghazal
dam le ai kohkan ab tesha-zanii KHuub nahii.n
jaan-e-shiirii.n ko na kho koh-kanii KHuub nahii.n
Shah Naseer
Ghazal
haram thaa muntazir sadiyo.n se jis kaa
vo ko.ii but-shikan aaya nahii.n thaa
Mohammad Asif Nazeer
Ghazal
pindaar-e-zohd ho ki Guruur-e-barhamanii
is dair-e-but-shikan me.n hai har but shikastnii