SEARCH RESULTS
Showing search results for "deewan e wali ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "deewan e wali ebooks"
Ghazal
ai 'valii' kyuu.n sun sake naaseh kii baat
jo divaanaa hai parii-ruKHsaar kaa
Wali Mohammad Wali
Ghazal
aane vaalii thii KHizaa.n maidaan KHaalii kar diyaa
kal havaa-e-shab ne saaraa lawn KHaalii kar diyaa
Aitbar Sajid
Ghazal
vo sanam jab suu.n basaa diida-e-hairaan me.n aa
aatish-e-ishq pa.Dii aql ke saamaan me.n aa
Wali Mohammad Wali
Ghazal
shaa.er mushaa.ere ke liye maan to gayaa
lekin janaab-e-'miir' kaa diivaan to gayaa
Khalid Irfan
Ghazal
yahaa.n to phir vahii diivaar-o-dar nikal aa.e
kidhar ko yaar chale the kidhar nikal aa.e
Anjum Rumani
Ghazal
le liyaa allaah se mai.n ne kabhii bhagvaan se
kaam kitne hii nikaale jaan aur pahchaan se
Hameed Dilkash Khandwi
Ghazal
Wali Uzlat
Ghazal
Ilyas Ishqi
Ghazal
yahii diivaar-e-judaa.ii hai zamaane vaalo
har gha.Dii ko.ii muqaabil me.n kha.Daa rahtaa hai
Shakeb Jalali
Ghazal
footpath par pa.Daa hu.aa diivaan-e-miir dekh
raddii me.n bikne vaale rasaa.il pe baat kar
Jabbar Wasif
Ghazal
mast o diivaana o majzuub pe ha.nsne vaalo
tum tamaashaa jise samjhe ho tamaashaa.ii hai
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
hamaare rone pe ha.nsne lagte hai.n aane vaale
hamaarii diivaar-e-girya diivaar-e-qahqaha hai
Shahid Makuli
Ghazal
jaane kis 'aalam me.n aa.e.n aane vaale qaafile
saaya-e-diivaar-e-jaanaa.n jaavedaa.n karte chalo
Qabil Ajmeri
Ghazal
vahii aa.ngan vahii mehraab-o-mimbar
vahii diivaar-o-dar hai aur mai.n huu.n
Rizwanur Raza Rizwan
Ghazal
vahii aavaara o diivaana o aashufta-mizaaj
ham ne 'jaalib' ko sar-e-kuu-e-butaa.n dekhaa hai
Habib Jalib
Ghazal
diivaar-o-dar ko aur bhii viiraan kar ga.e
vo sab bichha.Dne vaale bichha.D kar kidhar ga.e
Madhavi Shankar
Ghazal
the baaG-e-zindagii ke usii se hii aab-o-ra.ng
diivaan-e-umr kaa bhii vahii intiKHaab thaa