SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-e-sitam-zada"
Ghazal MATCHES FOR "dil-e-sitam-zada"
Ghazal
dil-e-sitam-zada betaabiyo.n ne luuT liyaa
hamaare qible ko vahhaabiyo.n ne luuT liyaa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
uljhaa dil-e-sitam-zada zulf-e-butaa.n se aaj
naazil hu.ii balaa mire sar par kahaa.n se aaj
Amanat Lakhnavi
Ghazal
dil-e-sitam-zada 'saaqib' hai KHuugar-e-aazaar
mai.n chaahtaa nahii.n is ko qaraar aa jaa.e
Saqib Kanpuri
Ghazal
hamaare aage tiraa jab kisuu ne naam liyaa
dil-e-sitam-zada ko ham ne thaam thaam liyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Gam-e-hayaat kahaanii hai qissa-KHvaa.n huu.n mai.n
dil-e-sitam-zada hai raaz-daa.n huu.n mai.n
Akhtar Ansari
Ghazal
dil-e-sitam-zada kyaa hai lahuu kii buu.nd to hai
is ek buu.nd ko ham be-karaa.n banaate hai.n
Ahmad Mushtaq
Ghazal
dil-e-sitam-zada ko jaise kuchh hu.aa hii nahii.n
KHud apne husn se yuu.n be-KHabar gayaa ko.ii
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
pa.Daa hai shab se yuu.n hii ab talak na lii karvaT
dil-e-sitam-zada us kii galii se mar aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
agarche aah-e-sar-e-shaam bhii zaruurii hai
dil-e-sitam-zada aaraam bhii zaruurii hai
Jafar Baluch
Ghazal
vahii ta.alluq-e-KHaatir jo barq-o-baad me.n hai
dil-e-sitam-zada kii hasrat-o-muraad me.n hai
Rashid Aazar
Ghazal
kab us kaa naam liye Gash na aa gayaa mujh ko
dil-e-sitam-zada kis vaqt us me.n jaa na rahaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Akhtar Ansari
Ghazal
ai 'dil' ajab vo shahr-e-sitam thaa ki aaj tak
hai ko.ii adh-khulaa saa dariicha KHayaal me.n
Dil Ayubi
Ghazal
ham dil-figaar chaak-e-garebaa.n jahaa.n rahe
paiham nishaana-e-sitam-e-aasmaa.n rahe
Naresh M. A
Ghazal
ai dil-e-sitam-KHurda un se rahm kii hasrat
ik daliil-e-puKHta hai terii naa-tavaanii kii
Khalish Barodvi
Ghazal
iz.haar-e-dard-e-dil bhii kuchh aasaa.n nahii.n magar
zabt-e-sitam bhii ek musiibat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
mire hote dil-e-mushtaaq-e-sitam ke hote
yaar minnat-kash-e-aGyaar nazar aane lage