SEARCH RESULTS
Showing search results for "duniyaa-daar"
Ghazal MATCHES FOR "duniyaa-daar"
Ghazal
KHud ko itnaa duniyaa-daar nahii.n kar sakte
aadhe dil se puuraa pyaar nahii.n kar sakte
Shariq Kaifi
Ghazal
tujhe kho kar kisii se pyaar honaa chaahiye thaa
hame.n itnaa to duniyaa-daar honaa chaahiye thaa
Qamar Raza Shahzad
Ghazal
Balbir Rathi
Ghazal
daar-o-giir-e-duniyaa ko ai 'kaliim' kyaa kahne
bas ki is zamaane me.n KHaamushii hai goyaa.ii
Kaleem Ahmadabadi
Ghazal
ye duniyaa-daar bachche jaante hai.n
mire qadmo.n me.n jannat hai ki maa.n huu.n
Rukhsana Jabin
Ghazal
ye mujh me.n Thahre hu.e kuchh 'ajiib duniyaa-daar
KHaraab saaraa hii dil kaa nizaam karte hai.n
Salim Saleem
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
kyo.n na ho apnaa ta'alluq KHush-gavaar
tum bhii duniyaa-daar mai.n bhii kaa.iyaa.n
Abdullah Khalid
Ghazal
ye duniyaa-daar mujhe kis tarah se dekhte hai.n
ki ye bashar hai farishta hai devtaa hai yaar