SEARCH RESULTS
Showing search results for "far"
Ghazal MATCHES FOR "far"
Ghazal
maulaa kisii ko aisaa muqaddar na diijiyo
dilbar nahii.n to phir ko.ii diigar na diijiyo
Jawad Sheikh
Ghazal
na tumtaraaq ko ne karr-o-far ko dekhte hai.n
ham aadmii ke sifaat o siyar ko dekhte hai.n
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
faisla bichha.Dne kaa kar liyaa hai jab tum ne
phir mirii tamannaa kyaa phir mirii ijaazat kyuu.n
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
mere tamaam aks mire karr-o-farr ke saath
mai.n ne bhii sab ko dafn kiyaa dhuum-dhaam se
Rais Farogh
Ghazal
Aditya Shrivastava Shafaq
Ghazal
dayaar-e-ishq me.n aur itne karr-o-far ke saath
badan ko to.D ke dil ko bechaara kar ke laa.o
Farhat Ehsas
Ghazal
zamii.n se uTThii hai yaa charKH par se utrii hai
ye aag ishq kii yaarab kidhar se utrii hai
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
pahle se ham gaziida-e-ahbaab hai.n bahut
is par ye mustazaad ho tuu bhii agar fareb
Rustam Nami
Ghazal
sub.h ko niklaa thaa garche karr-o-far se aaftaab
mu.nh phiraayaa ho KHajil us ishva-gar se aaftaab
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
Nawaz Asimi
Ghazal
mujhe shu.uur diyaa be.asat-e-payambar ne
phir is ke baad mai.n allaah ke junuud me.n thaa
Naqqash Ali Balooch
Ghazal
milaa hai jis ko hasham qat-e-maa-sivaa allaah
nazar me.n us kii ye duniyaa kaa karr-o-far kyaa hai
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
patthar ke ham-saro.n me.n utaaraa tirii razaa
ab kam se kam shu.uur-e-fan-e-aazarii bhii de