SEARCH RESULTS
Showing search results for "gulaab-e-taaza"
Ghazal MATCHES FOR "gulaab-e-taaza"
Ghazal
ahl-e-chaman to shaad hai.n masruur hai.n magar
'zaKHmii' gulaab ho ga.e fasl-e-bahaar me.n
Gulab Zakhmi
Ghazal
tamaam raat mahaktaa thaa us kii Table par
gulaab-e-taaza kii KHushbuu me.n february kaa shor
Nilofar Afzal
Ghazal
'fazaa' na thaa kabhii taaza dimaaG itnaa mai.n
hai us kaa haath ki shaaKH-e-bahaar sar par hai
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
rab ke aage to tar-o-taaza gayaa hotaa mai.n
vaqt kuchh der mujhe Tek lagaane detaa
Aal-e-Umar
Ghazal
phir mahv-e-intizaar hai.n taaza qayaamate.n
phir bas rahe hai.n shahr-e-nigaaraa.n na.e na.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
hayaat-e-taaza ke KHatro.n se dil dha.Daktaa thaa
havaa chalii to kalii phir bhii muskuraa hii ga.ii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
aisii chalii havaa-e-gulistaa.n mirii taraf
chhuu kar buu-e-gulaab ne sandal kyaa mujhe
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
vo KHvaab jaisaa thaa goyaa saraab lagtaa thaa
hasiin aisaa ki faKHr-e-gulaab lagtaa thaa
Ibn-e-Mufti
Ghazal
jo har nazar me.n taaza kare.n mai-kade hazaar
sach hai 'suruur'-e-rafta ko vo yaad kyaa kare.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
huu.n charaaGaan-e-havas juu.n kaaGaz-e-aatish-zada
daaG garm-e-koshish-e-iijaad-e-daaG-e-taaza thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
thaa baaG baaG shu.aa-e-safed se shab bhar
gulaab-e-abyaz-e-ruKH thaa jhalak dikhaa.e hu.e
Afzaal Naveed
Ghazal
pukaartaa hai tujhe taar-taar pairaahan
gulaab-e-rang-e-mohabbat kii pahlii KHushbuu aa
Mohammad Shareef Quraishi
Ghazal
tuufaan-e-ahd-e-taaza tiraa shukriya ki ab
jitne sitaare zehn me.n chamke dhu.aa.n hu.e
Salam Machhli shahri
Ghazal
hai bahaar-e-ra.ng-o-buu-e-taaza ruu-e-KHasm-e-jaa.n
saalim aafaat-e-havaadis se gul-e-pazhmurda hai