SEARCH RESULTS
Showing search results for "haamil-e-asraar-e-fitrat"
Ghazal MATCHES FOR "haamil-e-asraar-e-fitrat"
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
ahl-e-duniyaa vaaqif-e-asraar-e-pinhaa.n ho ga.e
daastaan-e-Gam sunaa kar ham pashemaa.n ho ga.e
Vishnu Kumar Shauq
Ghazal
ham se mil ke fitrat ke pech-o-KHam ko samjhoge
ham jahaan-e-fitrat kaa ik suraaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
jo insaa.n baaryaab-e-parda-e-asraar ho jaa.e
to is baatil-kade me.n zindagii dushvaar ho jaa.e
Seemab Akbarabadi
Ghazal
husn-e-fitrat ke amii.n qaatil-e-kirdaar na ban
shohrat-e-Gam ke liye raunaq-e-baazaar na ban
Fitrat Ansari
Ghazal
chashm-e-fitrat se Tapaktaa hai mohabbat kaa jalaal
phail jaa.e na kahii.n aalam-e-idraak me.n aag
Fitrat Ansari
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
ilaahii dil vo de jo mahram-e-asraar ho jaa.e
kahii.n aisaa na ho jiinaa miraa be-kaar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
jins-e-vafaa kaa dahr me.n baazaar gir gayaa
jab ishq faiz-e-husn kaa haamil nahii.n rahaa
S A Mehdi
Ghazal
khulne lagte hai.n nigaaho.n pe jab asraar-o-rumuuz
dil mujhe le ke kahii.n aur chalaa jaataa hai
Mohsin Asrar
Ghazal
har shaKHs hai mahruum yahaa.n fikr-e-rasaa se
fitrat me.n abhii tak vahii shoriida-sarii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
samajh ga.e vo nasheb-o-faraaz ke asraar
buland koh kii choTii se jo utar aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
vahii safiine jo tuufaa.n-shanaas the fitrat
sukuut-e-shahr me.n ik iztiraab le aa.e
Fitrat Ansari
Ghazal
ye ahl-e-husn kii fitrat ajiib fitrat hai
savaal karne se pahle javaab chaahte hai.n