SEARCH RESULTS
Showing search results for "janaab-e-'mohsin'-e-ehsaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "janaab-e-'mohsin'-e-ehsaa.n"
Ghazal
janaab-e-'mohsin'-e-ehsaa.n se iltijaa hai ki vo
pahu.nch ga.e hai.n sar-e-aab to vuzuu kiye jaa.e.n
Mohsin Ehsan
Ghazal
ham aur rasm-e-bandagii aashuftagii uftaadgii
ehsaan hai kyaa kyaa tiraa ai husn-e-be-parvaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
Mohsin Ehsan
Ghazal
Mohsin Ehsan
Ghazal
agar hai maqtal jaanaa.n kaa ruKH to ai 'mohsin'
zaraa Thahar ki tire saath mai.n bhii chaltaa huu.n
Mohsin Ehsan
Ghazal
tah-ba-tah mauj-e-talab khii.nch rahii hai 'mohsin'
ko.ii girdaab-e-tamannaa se nikaale mujh ko
Mohsin Ehsan
Ghazal
Mohsin Ehsan
Ghazal
Mohsin Ehsan
Ghazal
'mohsin'-ehsaan mashaqqat kii bhii had hotii hai
tum to mar jaa.oge baar-e-Gam-e-dil-daar ke saath
Mohsin Ehsan
Ghazal
shahr kaa shahr luTeraa hai nazar me.n rakhiye
ab mataa-e-Gam-e-jaanaa.n bhii na ghar me.n rakhiye
Mohsin Ehsan
Ghazal
kaun aayaa sar-e-sahraa-e-mohabbat 'mohsin'
zarra zarra mahak uTThaa gul-e-tar kii suurat
Mohsin Ehsan
Ghazal
ham apnii dhun me.n chale aa.e jaanib-e-manzil
palaT ke dekhaa to ik kaarvaa.n Gubaar me.n thaa
Mohsin Ehsan
Ghazal
tum sar-e-saahil Dubo baiThe ho 'mohsin' kashtiyaa.n
jin safiino.n ko samundar paar honaa thaa hu.e
Mohsin Ehsan
Ghazal
kis hijr se guzraa huu.n ki be-saaKHta 'mohsin'
lailaa-e-tamannaa se baGal-giir hu.aa mai.n
Mohsin Ehsan
Ghazal
lab-e-furaat vo manzar thaa diidanii 'mohsin'
jab ik savaar ko rahvaar Dhuu.nDne niklaa
Mohsin Ehsan
Ghazal
KHushbuu mire badan se KHud aa kar lipaT ga.ii
'mohsin' ye kis dayaar se mai.n ne guzar kiyaa