SEARCH RESULTS
Showing search results for "kalam e insha insha allah khan insha ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "kalam e insha insha allah khan insha ebooks"
Ghazal
mil mujh se ai parii tujhe qur.aan kii qasam
detaa huu.n tujh ko taKHt-e-sulaimaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
achchhaa jo KHafaa ham se ho tum ai sanam achchhaa
lo ham bhii na bole.nge KHudaa kii qasam achchhaa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
gaalii sahii adaa sahii chiin-e-jabii.n sahii
ye sab sahii par ek nahii.n kii nahii.n sahii
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
dil-e-sitam-zada betaabiyo.n ne luuT liyaa
hamaare qible ko vahhaabiyo.n ne luuT liyaa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
tab se aashiq hai.n ham ai tifl-e-parii-vash tere
jab se maktab me.n tuu kahtaa thaa alif be te se
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
miyaa.n chashm-e-jaaduu pe itnaa ghamanD
KHat-o-KHaal o gesuu pe itnaa ghamanD
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
hai mujh ko rabt bas-ki Gazaalaan-e-ram ke saath
chaukuu.n huu.n dekh saa.e ko apne qadam ke saath
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
tark kar apne na.ng-o-naam ko ham
jaate hai.n vaa.n faqat salaam ko ham
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
miyaa.n chashm-e-jaaduu pe itnaa ghamanD
KHat-o-KHaal-o-gesuu pe itnaa ghamanD
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
kaash abr kare chaadar-e-mahtaab kii chorii
taa mujh se bhii ho jaam-e-mai-e-naab kii chorii
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
mal KHuun-e-jigar meraa haatho.n se hinaa samjhe
mai.n aur to kyaa kosuu.n par tum se KHudaa samjhe
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
hazrat-e-ishq idhar kiije karam yaa ma.abuud
baal-gopaal hai.n yaa.n aap ke ham yaa ma.abuud
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
tuu ne lagaa.ii ab kii ye kyaa aag ai basant
jis se ki dil kii aag uThe jaag ai basant
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ashk mizhgaan-e-tar kii puu.njii hai
ye samar us shajar kii puu.njii hai
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
yaa.n zaKHmii-e-nigaah ke jiine pe harf hai
hai dil par apne zaKHm ki siine pe harf hai
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
to.Duu.ngaa KHum-e-baada-e-a.nguur kii gardan
rakh duu.ngaa vahaa.n kaaT ke ik huur kii gardan