SEARCH RESULTS
Showing search results for "khvaahish-e-aaftaab"
Ghazal MATCHES FOR "khvaahish-e-aaftaab"
Ghazal
zarra-e-naa-tapiida kii KHvaahish-e-aaftaab kyaa
naGma-e-naa-shuniida kaa hausla-e-rabaab kyaa
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
jamaal-o-husn ke pahluu kii dhuup hai darkaar
ai 'aaftaab'-e-tamanna na kar niraash mujhe
Aftab Khan
Ghazal
mafar nahii.n Gam-e-duniyaa se 'aaftaab-husain'
bahut kaThin hai ye manzil magar zaruurii hai
Aftab Hussain
Ghazal
nahii.n hai taab-e-nazaara hii 'aaftaab' husain
vagarna dahr me.n kyaa kyaa hai dekhne ke liye
Aftab Hussain
Ghazal
Aftab Hussain
Ghazal
kabhii khilo bhii ye kyaa hai ki 'aaftaab-husain'
pa.De raho yuu.nhii ghar par kisii ke aa.o na jaa.o
Aftab Hussain
Ghazal
vo 'aaftaab' lab-e-baam bhii utar aa.e
magar kisii me.n use dekhne kii taab to ho
Aftab Hussain
Ghazal
Gam-e-jahaa.n ke jhamelo.n me.n aaftaab 'husain'
KHayaal-e-yaar kii aasuudgii Ganiimat hai
Aftab Hussain
Ghazal
kin manzaro.n me.n mujh ko mahaknaa thaa 'aaftaab'
kis regzaar par huu.n mai.n aa kar khilaa hu.aa
Aftab Hussain
Ghazal
Takraa.o jaa ke sub.h ke saaGar se 'aaftaab'
dil kaa ye jaam va.ada-e-shab se bharaa hu.aa
Aftab Hussain
Ghazal
na tum ko farq hai ma.aluum ishq-o-aatish kaa
jo 'aaftaab' se nazre.n milaa rahii ho tum
Aftab Khan
Ghazal
suno baGaur kisii roz 'aaftaab'-e-suKHan
vo shaa.erii ke taqaddus kaa e.atibaar banaa
Aftab Khan
Ghazal
zamiin-e-ishq pe utraa hai 'aaftaab' sadaa
so baazu.o.n me.n yahii hiddate.n daboch abhii
Aftab Khan
Ghazal
ham 'aaftaab' kabhii saahab-e-nisaab na the
kisii kii apne muqaddar me.n aarzuu bhii nahii.n
Aftab Ahmad Shah
Ghazal
mai.n huu.n fidaa-e-sunnat-e-mansuur 'aaftaab'
saadiq nahii.n rahaa kabhii jaafar nahii.n rahaa
Aftab Ahmad Shah
Ghazal
muqaabil 'aaftaab-ahmad' bahut hai.n
tiraa to qadd-o-qaamat kuchh nahii.n hai
Aftab Ahmad Shah
Ghazal
'fazaa' mataa-e-qalam ko sa.nbhaal kar rakkho
ki aaftaab isii durj-e-guhar se niklegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
us taraf vo to idhar ham hai.n pareshaa.n 'bebaak'
KHvaahish-e-diid kisii taur na Taalii jaa.e