SEARCH RESULTS
Showing search results for "mariiz-e-dard-o-gam"
Ghazal MATCHES FOR "mariiz-e-dard-o-gam"
Ghazal
KHabar aa.ii mariiz-e-dard-o-Gam kii
kahii.n pahu.nche KHabar us be-KHabar tak
Imdad Imam Asar
Ghazal
ba.Dh ga.e miTne se tere dushmano.n ke hausle
ai mariiz-e-dard-o-Gam tujh ko abhii marnaa na thaa
Rasheed Rampuri
Ghazal
jahaan-e-dard-o-Gam hai aur mai.n huu.n
tiraa naqsh-e-qadam hai aur mai.n huu.n
Mahmood Nashtari
Ghazal
shab-e-dard-o-Gam se arsa mire jii pe ta.ng thaa
aayaa shab-e-firaaq thii yaa roz-e-ja.ng thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Ejaz Quraishi
Ghazal
davaa-e-dard-e-Gam-o-iztiraab kyaa detaa
vo merii aa.nkho.n ko ra.ngiin KHvaab kyaa detaa
Afzal Allahabadi
Ghazal
vaqaar-e-dard-o-Gam-e-zindagii nahii.n maaluum
nahii.n hai aadmii kyo.n aadmii nahii.n maaluum
Shaghil Adeeb
Ghazal
ilaaj-e-dard-o-Gam-e-zindagii kahaa.n se laa.e.n
kaho jo sabr kare.n sabr bhii kahaa.n se laa.e.n
Taj Bhopali
Ghazal
dard-e-Gam-e-hayaat kaa anjaam kyaa hu.aa
ye puuchhtaa hai ab dil-e-naakaam kyaa hu.aa
Qaisar Azeez
Ghazal
dard-e-Gam-e-firaaq kaa darmaa.n na ho sakaa
zulmat-kade me.n dil ke charaaGaa.n na ho sakaa
Aslam Barabankvi
Ghazal
har lamha karb-o-dard-o-Gam-o-iztiraab me.n
yaa'nii mirii hayaat hai paiham 'azaab me.n
Maqbool Ahmad Maqbool
Ghazal
dard-o-Gam aur muflisii achchhii nahii.n
vaqt kii ye dil-lagii achchhii nahii.n