SEARCH RESULTS
Showing search results for "marsiya e meer anees volume 004 meer anees ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "marsiya e meer anees volume 004 meer anees ebooks"
Ghazal
sadaa hai fikr-e-taraqqii buland-biino.n ko
ham aasmaan se laa.e hai.n in zamiino.n ko
Meer Anees
Ghazal
KHud naved-e-zindagii laa.ii qazaa mere liye
sham-e-kushta huu.n fanaa me.n hai baqaa mere liye
Meer Anees
Ghazal
numuud o buud ko aaqil habaab samjhe hai.n
vo jaagte hai.n jo duniyaa ko KHvaab samjhe hai.n
Meer Anees
Ghazal
shahiid-e-ishq hu.e qais naamvar kii tarah
jahaa.n me.n aib bhii ham ne kiye hunar kii tarah
Meer Anees
Ghazal
ibtidaa se ham za.iif o naa-tavaa.n paidaa hu.e
u.D gayaa jab rang ruKH se ustuKHvaa.n paidaa hu.e
Meer Anees
Ghazal
vajd ho bulbul-e-tasviir ko jis kii buu se
us se gul-rang kaa da.avaa kare phir kis ruu se
Meer Anees
Ghazal
ishaare kyaa nigah-e-naaz-e-dil-rubaa ke chale
sitam ke tiir chale niimche qazaa ke chale
Meer Anees
Ghazal
baarhaa 'aniis' un se mil ke yuu.n to dekh aa.e
ab kii baar mumkin hai nazriya badal jaa.e
Anees Sultana
Ghazal
kaun se bhes me.n mil jaa.e.n farishte hamdam
KHidmat-e-ins-o-bashar apnaa fariiza hai huzuur
Anees Sultana
Ghazal
Ghulam Rabbani Naeem
Ghazal
hir-phir ke kyo.n na aa.e mire dil me.n us kii naaz
hotaa hai uns sab ko zaruur apne ghar ke saath
Riyaz Hasan Khan Khayal
Ghazal
ajab talaash-e-musalsal kaa iKHtitaam hu.aa
husuul-e-rizq hu.aa bhii to zer-e-daam hu.aa
Aanis Moin
Ghazal
bahut pahle se un qadmo.n kii aahaT jaan lete hai.n
tujhe ai zindagii ham duur se pahchaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ye KHosha-chiini-e-KHvaan-e-aniis hai 'arshad'
namak namat jo mire sher me.n fasaahat hai