SEARCH RESULTS
Showing search results for "meem noon rashid"
Ghazal MATCHES FOR "meem noon rashid"
Ghazal
Noon Meem Danish
Ghazal
jo be-sabaat ho us sarKHushii ko kyaa kiije
ye zindagii hai to phir zindagii ko kyaa kiije
Noon Meem Rashid
Ghazal
tire karam se KHudaa.ii me.n yuu.n to kyaa na milaa
magar jo tuu na milaa ziist kaa mazaa na milaa
Noon Meem Rashid
Ghazal
tuu aashnaa-e-jazba-e-ulfat nahii.n rahaa
dil me.n tire vo zauq-e-mohabbat nahii.n rahaa
Noon Meem Rashid
Ghazal
Aadil Rahi
Ghazal
thaa vo to rashk-e-huur-e-bahishtii hamii.n me.n 'miir'
samjhe na ham to fahm kaa apnii qusuur thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
sab naam-o-nishaa.n dahr se miT jaa.e.nge 'raahii'
kuchh naam hai.n aise bhii jo paa.inda rahe.nge
Rahi Shahabi
Ghazal
ham ahl-e-mohabbat hai.n lahuu dete hai.n 'raahii'
be-nuur charaaGo.n ko ziyaa ham se milii hai
Rahi Shahabi
Ghazal
is KHauf se mil lete hai.n vo 'nuuh' se aksar
tuufaa.n na uThaa.e kahii.n ye diida-e-tar se
Nooh Narvi
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
kal ik mizha nicho.De tuufaan nuuh aayaa
fikr-e-fishaar me.n huu.n 'miir' aaj har palak ke
Meer Taqi Meer
Ghazal
vo kah ga.e ki phir ko.ii tuufaan uThaa.e
ai 'nuuh' mujh ko shaGl-e-qadiimaana mil gayaa
Nooh Narvi
Ghazal
ab tak kabhii ke miT ga.e hote jafaa se ham
zinda hai.n ai 'rashiid' kisii kii du.aa se ham
Rasheed Rampuri
Ghazal
'nuur' taariikiyaa.n is qadar ba.Dh ga.ii.n
miT ga.e chaa.nd raato.n ke saare nishaa.n