SEARCH RESULTS
Showing search results for "miithaa"
Ghazal MATCHES FOR "miithaa"
Ghazal
itnaa miiThaa thaa vo Gusse bharaa lahja mat puuchh
us ne jis jis ko bhii jaane kaa kahaa baiTh gayaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
talKHiyaa.n bhii laazmii hai.n zindagii ke vaaste
itnaa miiThaa ban ke mat rahiye shakar ho jaa.egii
Rahat Indori
Ghazal
mai.n ne alfaaz to biijo.n kii tarah chhaa.nT diye
aisaa miiThaa tiraa andaaz thaa farmaane kaa
Gulzar
Ghazal
chaah me.n paa.uu.n kahaa.n aas kaa miiThaa paanii
pyaas bha.Dkii hu.ii hai aur nahii.n miltaa paanii
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
ab ba.De logo.n se achchhaa.ii kii ummiid na kar
kaise mumkin hai karailaa ko.ii miiThaa kar le
Munawwar Rana
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
zahr miiThaa ho to piine me.n mazaa aataa hai
baat sach kahiye magar yuu.n ki haqiiqat na lage
Fuzail Jafri
Ghazal
ghol detaa hai samaa'at me.n vo miiThaa lahja
kis ko maa'luum ki ye qand bhii zahriilii hai
Muzaffar Warsi
Ghazal
kahte hai.n log sabr kaa hotaa hai miiThaa phal
Thahro ruko suno tumhe.n ujlat na maar de
Syed John Abbas Kazmi
Ghazal
ab merii zindagii me.n aa.nsuu hai.n aur na aahe.n
lekin ye ek miiThaa miiThaa saa rog jii kaa
Majeed Amjad
Ghazal
Ahmad Azeem
Ghazal
use kahaa thaa ki logo.n se guftuguu na kare
ab us ke shahar ke sab log miiThaa bolte hai.n
Amn Shahzadi
Ghazal
Kunwar Bechain
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
aa.nkho.n me.n nuur hai na halaavat zabaan me.n
ahbaab itne saare hai.n miiThaa ko.ii to ho
Khaleel Mamoon
Ghazal
hasrat hii bosa-e-lab-e-shiirii.n kii rah ga.ii
miiThaa na mu.nh ko tere namak-KHvaar ne kiyaa