SEARCH RESULTS
Showing search results for "murG-zaar"
Ghazal MATCHES FOR "murG-zaar"
Ghazal
tumhaare murG-zaar par mire mazaar par kabhii
kabhii na harf aa sakaa bharii bahaar par kabhii
Irtiza Nishat
Ghazal
Masood Hassas
Ghazal
ruKH hai mire safar kaa alag terii samt aur
ik su-e-murG-zaar chale ek dasht me.n
Akram Naqqash
Ghazal
samaa.ato.n ko mirii murG-zaar karne ko
KHamosh dasht me.n naKHl-e-sadaa kab aa.egaa
Akram Naqqash
Ghazal
lahak rahii hai dekhiye shafaq-nazhaad raushnii
qadiim murG-zaar hai ufuq ke paar us taraf
Yawar Azeem
Ghazal
sabza tumhaare ruKH ke liye ta.ng ho gayaa
tuutii kaa aks aa.ine me.n za.ng ho gayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
ye siim-o-zar to hai.n aasaa.ish-e-jahaa.n ke liye
mujhe hai Gam kii zaruurat sukuun-e-jaa.n ke liye
Jagdish Sahay Saxena
Ghazal
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
Dar naala-haa-e-zaar se mere KHudaa ko maan
aaKHir navaa-e-murG-e-giraftaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ai dil-e-zaar likho jaanib-e-jaanaa.n kaaGaz
haal kaa likhte hai.n fuqaraa suu-e-sultaa.n kaaGaz
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
Sarfaraz Shahid
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
raat kartaa thaa vo ik murG-e-giraftaar se bahs
mai.n bhii taa-sub.h rakhii bulbul-e-gulzaar se bahs
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ham ne tirii KHaatir se dil-e-zaar bhii chho.Daa
tuu bhii na hu.aa yaar aur ik yaar bhii chho.Daa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Gairo.n pe khul na jaa.e kahii.n raaz dekhnaa
merii taraf bhii Gamza-e-Gammaaz dekhnaa
Momin Khan Momin
Ghazal
nau-giraftaar-e-mohabbat huu.n yahii baa.is hai
naGma-zan mujh saa ko.ii murG gulistaa.n me.n nahii.n
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
daamaan-e-koh me.n jo me.n Daa.Dh maar royaa
ik abr vaa.n se uTh kar be-iKHtiyaar royaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
daanaa.ii zer-e-daam hai ai murG-e-dil abas
maanaa ki daana khaa ke tuu ab daanaa ho gayaa