SEARCH RESULTS
Showing search results for "sar-posh"
Ghazal MATCHES FOR "sar-posh"
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Mirza Rahimuddin Haya
Ghazal
ne.amat-e-Gaib se kahtii hai muhavvis kii havaa
u.D ke jauhar kii tarah deg se sar-posh me.n aa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
jab uThegaa josh-e-mai ban jaa.egaa vo aaftaab
jab u.Degaa KHum kaa sar-posh aasmaa.n ho jaa.egaa
Qadr Bilgrami
Ghazal
ulfat me.n dil umaDte hii sar tan se u.D gayaa
sar-posh josh-e-mai se na Thahraa maThor par
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
qariyo.n ke satr-posh junuu.n ko salaam-e-shauq
daaman nahii.n hai jeb nahii.n aastii.n nahii.n
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
aafiyat chaaho to jhuk jaa.o sar-e-paa-posh-e-vaqt
phir ye dastaar-e-faziilat apne sar par baa.ndh lo
Himayat Ali Shayar
Ghazal
muddato.n baa'd naqaab us ne uThaa.ii ruKH se
sar-ba-sar sho.ala vo niklaa jo siyah-posh rahaa
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
vo din ga.e ki chhup ke sar-e-baam aa.e.nge
aanaa hu.aa to ab vo sar-e-aam aa.e.nge
Wazir Agha
Ghazal
duniyaa se hu.e baiThe ho ruu-posh ai jaanaa
jalva bhii sar-e-aam hai pur-josh ai jaanaa
Atif Khan
Ghazal
arbaab-e-gulistaa.n kaa chalan dekh rahaa huu.n
kaliyo.n kii jabiino.n pe shikan dekh rahaa huu.n
Mahesh Chandra Naqsh
Ghazal
dekhaa hai aaj raah me.n ham ik hariir-posh
par yaar kuchh na puuchh ki kyaa chhab che-bar che-dosh
Qayem Chaandpuri
Ghazal
jaada-e-shauq hai gul-posh to pur-KHaar bhii hai
justujuu hai tirii aasaan to dushvaar bhii hai
Talib Mahmud
Ghazal
jabriyo.n par kyaa sitam Dhaatii hai raat
dekhtaa hai chaa.nd aur KHaamosh hai
Qazi Ghulam Mohammad
Ghazal
maujuud the abhii abhii ruu-posh ho ga.e
ai mast-e-naaz tum to mire hosh ho ga.e