SEARCH RESULTS
Showing search results for "sar-posh"
Nazm MATCHES FOR "sar-posh"
Nazm
nani ka pandan
pe.ndaa alag hai jis se ba.ndhaa ek taar hai
sar-posh kaa bhii biich se siina-figaar hai
Zaki Ahmad
Nazm
aatish-e-KHamosh
sar-chashma-e-aKHlaaq vafaa-kesh-o-vafaa-kosh
ai mashriq-e-ishraaq-e-safaa abr-e-KHataa-posh
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
shri-krishn
hai.n jasodhaa ke liye ziinat-e-aaGosh kahii.n
gopiyo.n ke bhii tasavvur se hai.n ruu-posh kahii.n
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
ek aur shahr
KHud-fahmii kaa armaa.n hai taariikii me.n ruu-posh
taariikii KHud be-chashm-o-gosh!
Noon Meem Rashid
Nazm
dushmanon ke darmiyan sham
phailtii hai shaam dekho Duubtaa hai din ajab
aasmaa.n par rang dekho ho gayaa kaisaa Gazab
Muneer Niyazi
Nazm
kirya karm
sar-e-Gair paa-posh se hai safaachaT
mohabbat kaa kiryaa karam dekhte hai.n
Zareef Jabalpuri
Nazm
tourist
muulii gaajaro.n kii tarah sar kaTe.n
barf-posh choTiyo.n pe saik.Do.n baras
Qazi Saleem
Nazm
aagahi ke virane
sar niguu.n mohr-ba-lab pahle to kuchh der jalii.n
taab baaqii na rahii jab to siyah-posh hu.ii.n
Ali Abbas Ummeed
Nazm
tere baghair
aa ki dil kii chaa.ndnii ruu-posh hai tere baGair
aa ki saaz-e-zindagii KHaamosh hai tere baGair
Jauhar Nizami
Nazm
sham-e-bahaar
zau-fishaa.n hai falak pe maah-e-mubii.n
chaa.ndnii se chamak uThii hai zamii.n
Syed Aabid Ali Aabid
Nazm
mahatma gandhi
maqaam-e-azmat-e-insaa.n ko tuu ne faash kiyaa
jumuud-basta Gulaamii ko paash-paash kiyaa
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
mawaKHiza
hamaare saath jo kuchh raahzan bhii hai.n maaKHuuz
vo ahl-e-shahr ke kahne se chhuuT jaa.e.nge
Aziz Qaisi
Nazm
holi
har ek phuul hu.aa ra.ng-baar holii me.n
har ek shaaKH hai suurat-nigaar holii me.n
Birj Lal Raana
Nazm
lauT aa
dhiire dhiire yaKH-basta kashmiirii sard havaa.e.n
safed barfiilii chaTTaano.n se Takraa ke