SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarfa"
Ghazal MATCHES FOR "tarfa"
Ghazal
suurat-e-dil ba.De shahro.n me.n rah-e-yak-tarfa
jaane vaalo.n ko bahut yaad kiyaa kartii hai
Jamal Ehsani
Ghazal
KHuu ne tirii afsurda kiyaa vahshat-e-dil ko
maashuuqii o be-hauslagii tarfa balaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Naz Khialvi
Ghazal
tuu mujhe yaad kare aisaa tariiqa nikle
merii yak-tarfa mohabbat kaa natiija nikle
Ibrahim Ali Zeeshan
Ghazal
ik-tarfa mohabbat me.n din-raat ta.Dapte hai.n
jo log mohabbat me.n iz.haar nahii.n karte
Irfan Abid
Ghazal
aazaar-o-aziyyat hai yak-tarfa mohabbat bhii
ik turfa qayaamat hai yak-tarfa mohabbat bhii
Waqar Sahar
Ghazal
yak-tarfa mohabbat kaa KHasaaraa hai muqaddar
tujh KHvaab kii ta.abiir bataa dii hai chalaa jaa
Shozeb Kashir
Ghazal
tarfa-e-sohbat hai ki suntaa nahii.n tuu ek mirii
vaaste tere sunaa mai.n ne sunaa kyaa kyaa kuchh
Meer Taqi Meer
Ghazal
Lateef Sahil
Ghazal
ek-tarfa bhii nibhaate hai.n nibhaane vaale
tujh se do-tarfa mohabbat bhii nibhaa.ii na ga.ii
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
dil jo TuuTegaa to ik tarfa charaaGaa.n hogaa
kitne aa.iino.n me.n vo shakl dikhaa.ii degii
Anwar Masood
Ghazal
to kyaa hu.aa jo agar luT gayaa bharam meraa
ki ek-tarfa mohabbat me.n kuchh kamaal nahii.n
Ushba Tabeer
Ghazal
Anubhav Gupta
Ghazal
pahle-pahal to mai.n tiraa yak-tarfa ishq thaa
ab meraa haal tujh se ziyaada KHaraab hai
Ashu Mishra
Ghazal
ishq yak-tarfa thaa ye maan liyaa hai mai.n ne
kaun kyaa hai yahii ab jaan liyaa hai mai.n ne
Kashif Lashari
Ghazal
apnii hii laash pe hai.n ashk bahaa.e hu.e log
ham hai.n yak-tarfa mohabbat ke sataa.e hu.e log
Mohammad Sadiq Jameel
Ghazal
ham laakh tajrabo.n se yahii kah rahe hai.n ab
ik-tarfa rabt ho to nibhaanaa fuzuul hai
Dinesh Kumar Drouna
Ghazal
yak-tarfa raabta hii nibhaanaa pa.Daa hame.n
un kii taraf se ko.ii ishaara na mil sakaa