SEARCH RESULTS
Showing search results for "uns"
Ghazal MATCHES FOR "uns"
Ghazal
aks hai aa.ina-e-dahr me.n suurat merii
kuchh haqiiqat nahii.n itnii hai haqiiqat merii
Jaleel Manikpuri
Ghazal
har lahza mehr-jalvo.n se hai.n chashm-poshiyaa.n
aa.iina-zaar diida-e-hairaa.n nahii.n rahaa
Momin Khan Momin
Ghazal
sahl is se to yahii hai ki sambhaale.n dil ko
minnate.n kaun kare aap ke darbaano.n kii
Hasrat Mohani
Ghazal
suufii ye sahv mahv hu.e sadd-e-baab-e-uns
kyaa imbisaat kaar-gah-e-hast-o-buud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
jaan us kii adaa.o.n par nikaltii hii rahegii
ye chhe.D jo chaltii hai so chaltii hii rahegii
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
aa.o le.n us ko hamii.n jaa kar manaa
us kii be-parvaa.iyo.n par jaa.e.n kyaa
Altaf Hussain Hali
Ghazal
mere har aa.nsuu me.n ik aa.iina-e-tasviir hai
mere har naale me.n hai tarz-e-fuGaan-e-lucknow
Nazm Tabatabai
Ghazal
ik jahaa.n mast-e-mohabbat hai ki har suu buu-e-uns
chhaa.ii hai un gesu.o.n kii nik.hat-e-barbaad se
Hasrat Mohani
Ghazal
Ranjoor Azimabadi
Ghazal
kahlaa.e jis me.n rah ke hamesha kiraaya-daar
kyaa uns ho makiin ko aise makaan se
Raghib Muradabadi
Ghazal
raam ke raaj kii tasviir thii apnii dhartii
maslak-e-fikr-o-amal uns-o-vafaa thaa pahle
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
uns apne me.n kahii.n paayaa na begaane me.n thaa
kyaa nasha hai saaraa aalam ek paimaane me.n thaa
Agha Shayar Qazalbash
Ghazal
har ik ko hai ab uns usii but kii galii se
viiraan hu.ii.n masjide.n suune hai.n kaliise
Faheem Gorakhpuri
Ghazal
sitaara us ke muqaddar kaa jab nahii.n chamkaa
uThaa hai dushmanii karne vo bazm-e-anjum se
Ibrahim Noori
Ghazal
jo kare fikr-e-rihaa.ii vahii dushman Thahre
uns ho jaa.e na taa.ir ko kisii daam ke saath
Anand Narayan Mulla
Ghazal
zaahid buraa na maane.nge is bad-du.aa se ham
ho.n but-parast chaahte hai.n ye KHudaa se ham
Hatim Ali Mehr
Ghazal
mazluum huu.n magar nahii.n miltaa ko.ii gavaah
hai.n ahl-e-hashr is sitam-iijaad kii taraf