SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaamaandagi-e-zauq-e-tamaasha"
Ghazal MATCHES FOR "vaamaandagi-e-zauq-e-tamaasha"
Ghazal
ik jalva KHaal-o-KHat se bhii aaraasta sahii
vaamaandagi-e-zauq-e-tamaasha na chaahiye
Asghar Gondvi
Ghazal
fazaa-e-zauq-e-tamaashaa hai sar-basar mahduud
vasii.a daa.era-e-husn aur nazar mahduud
Syed Wajid Ali Farrukh Banarsi
Ghazal
havas jalva nahii.n zauq-e-tamaashaa bhii nahii.n
kisii chehre pe tire chehre kaa dhokaa bhii nahii.n
Shaz Tamkanat
Ghazal
pak.Daa gayaa mai.n zauq-e-tamaashaa ke zor me.n
hotaa hai yuu.n bhii farq 'zafar' chor chor me.n
Zafar Iqbal
Ghazal
ek markaz pe miraa zauq-e-tamaashaa na rahaa
abhii parda na rahaa thaa abhii jalva na rahaa
Basit Bhopali
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
zauq-e-diidaar-e-tamaashaa-baar rusvaa.ii hu.aa
KHud tamaashaa ban gayaa jo bhii tamaashaa.ii hu.aa
Iqbal Haidri
Ghazal
'shaukat' kashish zaruur hai is jalva-gaah me.n
maayuus-e-jazb-e-zauq-e-tamaashaa nahii.n huu.n mai.n
Shaukat Thanvi
Ghazal
bazm-e-‘azaa banii hu.ii hai bazm-e-zauq-o-zauq
daur-e-nashaat mojib-e-dauraan-e-sar hai aaj
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
ba-qadr-e-zauq-e-sujuud aastaa.n nahii.n miltaa
zamii.n mile to mile aasmaa.n nahii.n miltaa
Syed Wajid Ali Farrukh Banarsi
Ghazal
Athar Ziai
Ghazal
muzhda ai zauq-e-asiirii ki nazar aataa hai
daam-e-KHaalii qafas-e-murG-e-giraftaar ke paas
Mirza Ghalib
Ghazal
Faiz Jhanjhanvi
Ghazal
saamaan-e-zauq-o-shauq sameTo safar karo
rahnaa zaruur hai to kisii dil me.n ghar karo
Naushaba Nargis
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
sho.ala-e-dard ba-unvaan-e-tajallaa hii sahii
lutf-e-diivaangii-o-zauq-e-tamaashaa hii sahii
Hafiz Ludhiyanvi
Ghazal
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
Syed Meraj Jami
Ghazal
ba.Dh ai zauq-e-junuu.n ab kis kaa Dar hai
idhar ye sar udhar vo sang-e-dar hai