SEARCH RESULTS
Showing search results for "इल्तिमास"
Nazm MATCHES FOR "इल्तिमास"
Nazm
sab jaante hain ilm se hai zindagi ki ruh
haalat dikhaa.ii aur zaruurat bayaan kii
KHuubii se iltimaas kiyaa qaum kaa payaam
Akbar Allahabadi
Nazm
iltimas
aa.iye vaqt ke chehre se uThaa.e.n ye naqaab
aa.iye apne raqiibo.n se mulaaqaat kare.n
Ahmad Raees
Nazm
legal KHauf
fast-food point se lunch kii tasaaviir upload kar rahe hai.n
mu'azziz shahriyo.n se iltimaas hai
Tauheed Zeb
Nazm
shayad
mashaam-e-jaa.n me.n mere aashtii-mandaana aatii ho
judaa.ii me.n balaa kaa iltifaat-e-mehramaana hai
Jaun Eliya
Nazm
daraKHt-e-zard
bidah yaaraa azaa.n baada ki dahqaa.n parvard aa.n-raa
ba sozad har mata-e-intimaa.e duudmaana.n raa
Jaun Eliya
Nazm
parchhaiyan
dha.Dakte dil se laraztii hu.ii nigaaho.n se
huzuur-e-Gaib me.n nannhii sii iltijaa kii thii
Sahir Ludhianvi
Nazm
iltija-e-musafir
shagufta ho ke kalii dil kii phuul ho jaa.e
ye iltijaa-e-musaafir qubuul ho jaa.e
Allama Iqbal
Nazm
jhuTi mohabbat
kahii.n se tum ho adhuure kahii.n se KHaalii mai.n
tum apne taur mujhe istimaal karte ho
Shakeel Azmi
Nazm
uTTho marne ka haq istimal karo
jiine kaa haq saamraaj ne chhiin liyaa
uTTho marne kaa haq istimaal karo
Habib Jalib
Nazm
anjam
machaltii hai.n siine me.n laakh aarzu.e.n
ta.Daptii hai.n aa.nkho.n me.n laakh iltijaa.e.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
apne andar zara jhank mere watan
teraa itihaas hai KHuu.n me.n luth.Daa hu.aa
tuu abhii tak hai duniyaa me.n bichh.Daa hu.aa
Sahir Ludhianvi
Nazm
ummid-e-sahar ki baat suno
musaafir-e-rah-e-sahraa-e-zulmat-e-shab se
ab iltifaat-e-nigaar-e-sahar kii baat suno
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
udas aankhon ki salgirah
aur un KHayaalo.n me.n ek iltijaa bhii hai
iltijaa bhii itnii bas
Ashu Mishra
Nazm
mohabbat ke raste mein
jo kisii sa.Dak yaa dariyaa ko
paar karne me.n istima.al nahii.n hotaa
Zeeshan Sahil
Nazm
dildar dekhna
us dil-navaaz shahr ke atvaar dekhnaa
be iltifaat bolnaa, bezaar dekhnaa