SEARCH RESULTS
Showing search results for "ग़म-ए-दहर"
Nazm MATCHES FOR "ग़म-ए-दहर"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
teraa Gam hai to Gam-e-dahr kaa jhag.Daa kyaa hai
terii suurat se hai aalam me.n bahaaro.n ko sabaat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mulaqat
mahsuus kiyaa mai.n ne tire Gam se Gam-e-dahr
varna mire ash.aar me.n ye baat kahaa.n thii
Habib Jalib
Nazm
phir sham hui
dosto.n ne bhii chho.Dii hai.n dil-daariyaa.n
aaj vaqf-e-Gam-e-ulfat-e-raa.egaa.n
Ibn e Insha
Nazm
bahadur-shah zafar
har Gam-e-dahr ko mehmaan kiyaa hai tuu ne
puurii ik nasl ko qurbaan kiyaa hai tuu ne
Shamsii Meenai
Nazm
mashwara
ye nahii.n hai ki mai.n is dard se aagaah nahii.n
tuu Gam-e-dahr pe rotii hai pataa hai mujh ko
Daud Ghazi
Nazm
tifli ke KHwab
qadmo.n pe jin ke taaj hai.n iqliim-e-dahr ke
un chand kushtagaan-e-Gam-e-dil me.n ham bhii ho.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
shikwa
kyuu.n ziyaa.n-kaar banuu.n suud-faraamosh rahuu.n
fikr-e-fardaa na karuu.n mahv-e-Gam-e-dosh rahuu.n
Allama Iqbal
Nazm
taj-mahal
siina-e-dahr ke naasuur hai.n kohna naasuur
jazb hai un me.n tire aur mire ajdaad kaa KHuu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
chand roz aur meri jaan
ik zaraa sabr ki fariyaad ke din tho.De hai.n
arsa-e-dahr kii jhulsii hu.ii viiraanii me.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
shaitaan ne dikhaa ke jamaal-e-uruus-e-dahr
banda banaa diyaa hai tujhe hubb-e-jaah kaa
Akbar Allahabadi
Nazm
bhaarat ke musalman
daanish-kada-e-dahr kii ai sham-e-farozaa.n
ai matla-e-tahziib ke KHurshiid-e-daraKHshaa.n
Jagan Nath Azad
Nazm
bhaunre ki be-qarari
ki havaa hai gulshan-e-dahr kii
mujhe sabz-baaG dikhaa rahii