SEARCH RESULTS
Showing search results for "नग़्मा-ए-शादी"
Nazm MATCHES FOR "नग़्मा-ए-शादी"
Nazm
shikwa
baada-kash Gair hai.n gulshan me.n lab-e-juu baiThe
sunte hai.n jaam-ba-kaf naGma-e-kuu-kuu baiThe
Allama Iqbal
Nazm
intizar
saaz-e-ulfat kii navaa soz-e-mohabbat to nahii.n
naGma-e-adl-o-musaavaat-o-uKHuvvat to nahii.n
Fazlurrahman
Nazm
jawab-e-shikwa
hai tunak-maaya tuu zarre se bayaabaa.n ho jaa
naGma-e-mauj hai ha.ngaama-e-tuufaa.n ho jaa
Allama Iqbal
Nazm
dosti ka hath
ho lab pe naGma-e-mahr-o-vafaa kii taabaanii
kitaab-e-dil pe faqat harf-e-ishq ho tahriir
Ali Sardar Jafri
Nazm
KHizr-e-rah
naGma-e-bedaarii-e-jamhuur hai saamaan-e-'aish
qissa-e-KHvaab-aavar askandar-o-jam kab talak
Allama Iqbal
Nazm
afsana-e-shab-rang
paas aa jaa.e to afsaana-e-shab-ra.ng sune
naGma-e-zahra-o-naahiid kii jhankaar sune
Fareed Ishrati
Nazm
ghaalib
'Gaalib' teraa kalaam navaa-e-sarosh hai
ilhaam-e-Gaib-o-naGma-e-saaz-e-KHamosh hai
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
taKHliq
raqs-e-miinaa se uThe naGma-e-raqs-e-bismil
saaz KHud apne muGannii ko gunahgaar kare.n
Ahmad Faraz
Nazm
irada
raqs kartii hu.ii duniyaa se tirii manzil se
duur haa.n duur tire naGma-e-saaz-e-dil se
Jauhar Nizami
Nazm
jamuna
vo suriilii naGma-e-josh-e-talaatum kii sadaa
aah vo dilkash tire saaz-e-tarannum kii sadaa
Suroor Jahanabadi
Nazm
mere dard ko jo zaban mile
miraa dard naGma-e-be-sadaa
mirii zaat zaraa-e-be-nishaa.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mohabbat
mohabbat naGma-e-roz-e-azal hai
mohabbat qaazii-e-shahr-e-'amal hai
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
qaid se najat
kaale paanii se hote hai.n ruKHsat
ashk-e-shaadii hai.n aa.nkho.n se jaarii