SEARCH RESULTS
Showing search results for "मुश्किलें"
Nazm MATCHES FOR "मुश्किलें"
Nazm
shikwa
mushkile.n ummat-e-marhuum kii aasaa.n kar de
mor-e-be-maaya ko ham-dosh-e-sulaimaa.n kar de
Allama Iqbal
Nazm
nashat-e-umid
hotii hai tuu pusht pe himmat kii jab
mushkile.n aasaa.n nazar aatii hai.n sab
Altaf Hussain Hali
Nazm
etimad
mushkile.n raah-e-mohabbat me.n na haa.il ho.ngii
mai.n ne sochaa thaa ki is baar nigaaho.n ke salaam
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
guftugu jo hoti hai sal-e-nau se ambar ki
saal-e-nau kii aamad par mushkile.n sabhii haare.n
itnii ho.n a.ndhero.n par raushnii kii yalGaare.n
Aleena Itrat
Nazm
sar-e-tur
aur bhii manzile.n, aur bhii mushkile.n
hai.n abhii ishq ke imtihaa.n aur bhii
Ali Sardar Jafri
Nazm
ham-safar aisa mile jo ham-nawa bhi ho mera
mushkile.n aasaa.n ho.n kuchh
qalb-e-pareshaa.n ke liye
Sabeela Inam Siddiqui
Nazm
ali-baba koi sim-sim
ko.ii bhii ism-e-aazam ab
hamaarii mushkile.n aasaa.n nahii.n kartaa
Faheem Shanas Kazmi
Nazm
meri zindagi ke do ruKH
Gam ke taraane chho.D ke KHushiyo.n ke giit gaa
mushkil ko sahal karte hai.n aah-o-fuGaa.n kahii.n
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
qadam mila ke chalo
hazaar mushkile.n ik jast me.n ubuur karo
har ek ro.De ko Thokar se chuur-chuur karo
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
suraj garhan
mushkile.n zevar hai.n husn-e-zindagaanii ke liye
ranj-o-Gam Gaaza hai.n ruu-e-shaadmaanii ke liye
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
ek shauhar ka taaruf
ek dil aur mushkile.n itnii ki mushkil hai bayaa.n
yaa-alii aasaan kyuu.nkar ho.n dam-e-imdaad hai
Manjhoo Begam Lucknowi
Nazm
dua
zindagii ke saaGaro.n me.n muntaqil kar de unhe.n
gardishe.n tuufaan ne dekhii hai.n jo girdaab me.n
Syed Wahidudeen Salim
Nazm
daraKHt-e-zard
(ye merii ek KHvaahish hai jo mushkil hai)
vo 'najm'-aafa.ndi-e-marhuum ko to jaantii hogii