SEARCH RESULTS
Showing search results for "रिवायतें"
Nazm MATCHES FOR "रिवायतें"
Nazm
hisab-e-shab
rivaayate.n bhii bahut hai.n baGaavate.n bhii bahut
phir ik savaal hai bedaar shab ke aa.ngan me.n
Sahar Ansari
Nazm
nazm
sumuum, aatish-e-gul, barq, aashiyaa.n, sayyaad
rivaayate.n ye mire ahd kii alaamat hai.n
Malikzaada Manzoor Ahmad
Nazm
aaKHiri mulaqat
shaayad nahii.n rahe vo pati.ngo.n ke valvale
taaza na rah sake.ngii rivaayaat-e-dasht-o-dar
Akhtarul Iman
Nazm
diwane ki jannat
duur maazii kii bad-anjaam rivaayaat liye
niichii nazre.n vahii ehsaas-e-mulaaqaat liye
Waseem Barelvi
Nazm
nazr-e-maulana hasrat-mohani
mar jaa.e.nge zaalim kii himaayat na kare.nge
ahraar kabhii tark-e-rivaayat na kare.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hinDola
yahii ghaTaa.e.n yahii barq-o-ra.ad o qaus-e-quzah
yahii.n ke giit rivaayaat mausamo.n ke juluus
Firaq Gorakhpuri
Nazm
last call
is liye tum aa.o milne mai.n to aa saktii nahii.n
har rivaayat to.D kar is baar mai.n ne kah diyaa
Wasi Shah
Nazm
abu-talib ke beTe
taa-abad aate rahe.nge
abuu-taalib ke beTe hifz-e-naamuus-e-risaalat kii rivaayat ke amii.n the
Iftikhar Arif
Nazm
tumne likkha hai
tum ne pur-josh rivaayaat kii rau me.n bah kar
kar diyaa gardish-e-dauraa.n ke havaale mujh ko