SEARCH RESULTS
Showing search results for "शरमाने"
Nazm MATCHES FOR "शरमाने"
Nazm
ram
labrez hai sharaab-e-haqiiqat se jaam-e-hind
sab falsafii hai.n KHitta-e-maGrib ke raam-e-hind
Allama Iqbal
Nazm
diwane ki jannat
apne ehsaas kii tahriik pe sharmaatii hu.ii
apne qadmo.n kii bhii aavaaz se katraatii hu.ii
Waseem Barelvi
Nazm
tariKH ke murda-KHane se
u.Dte hu.e lafzo.n ko muTThiyo.n me.n paka.Dte hii
chaa.nd sharmaane lagaa
Shahnaz Nabi
Nazm
kar gae kuch kahan
lafz ko bechne vaale na.e baazaaro.n me.n
Gairat harf ko laate hu.e sharmaa.e.nge
Ahmad Faraz
Nazm
himala
aatii hai naddii faraaz-e-koh se gaatii hu.ii
kausar o tasniim kii maujo.n ko sharmaatii hu.ii
Allama Iqbal
Nazm
ban-bas
ek ik lamhe kii zanjiir se mai.n uljhaa huu.n
ek ik saa.ns pe KHud aap se sharmaayaa huu.n
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
raat aur rail
naaz se har mo.D par khaatii hu.ii sau pech-o-KHam
ik dulhan apnii adaa se aap sharmaatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
pyar ka jashn
ruuh chehro.n pe dhu.aa.n dekh ke sharmaatii hai
jhe.npii jhe.npii sii mire lab pe ha.nsii aatii hai
Kaifi Azmi
Nazm
ek aur sal girah
apne se bhii sharmaayaa thaa bahut
haa.n ye bhii yaad hai mujh ko ki mai.n
Shahryar
Nazm
mera kamre se bas nindon ka rishta tha
miraa kamre se bas nii.ndo.n kaa rishta thaa
aur us ziine se KHvaabo.n kaa
Charagh Sharma
Nazm
chhabbis january
hai bas-ki sarfaroshii shaayaan-e-daad un kii
bhaarat kii is KHushii me.n shaamil hai yaad un kii