SEARCH RESULTS
Showing search results for "aariz"
Nazm MATCHES FOR "aariz"
Nazm
mere hamdam mere dost!
kis tarah aariz-e-mahbuub kaa shaffaaf bilor
yak-ba-yak baada-e-ahmar se dahak jaataa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
farar
vahii gesuu vahii nazre.n vahii aariz vahii jism
mai.n jo chaahuu.n to mujhe aur bhii mil sakte hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
hiras
yuu.n achaanak tire aariz kaa KHayaal aataa hai
jaise zulmat me.n ko.ii sham.a bha.Dak uThtii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
hum to majbur-e-wafa hain
tujh ko kitno.n kaa lahuu chaahiye ai arz-e-vatan
jo tire aariz-e-be-ra.ng ko gulnaar kare.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tu mera hai
aane vaalii har saa.at bhii merii hogii
tere tapte aariz kii dopahar hai merii
Aanis Moin
Nazm
o des se aane wale bata
o des se aane vaale bataa
kyaa ab bhii shahaabii aariz par
Akhtar Shirani
Nazm
diwane ki jannat
kaale baalo.n se bikhartii hu.ii champaa kii mahak
surKH aariz pe damakte hu.e shaalo.n kii chamak
Waseem Barelvi
Nazm
shikast
tuu damakte hu.e aariz kii shu.aa.e.n le kar
gul-shuda sham.e.n jalaane ko chalii aa.ii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
aaKHiri bar milo
phir na dahke.nge kabhii aariz-o-ruKHsaar milo
maatamii hai.n dam-e-ruKHsat dar-o-diivaar milo
Mustafa Zaidi
Nazm
aaj ki raat
aariz-e-garm pe vo ra.ng-e-shafaq kii lahre.n
vo mirii shoKH-nigaahii kaa asar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
taaruf
nashsha-e-nargis-e-KHuubaa.n mujh se
Gaaza-e-aariz-o-ruKHsaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
tumhein kya
tumhaare chaahne vaalo.n ke jhurmuT me.n
sabhii aa.nkhe.n tumhaare aariz-o-lab kii kaniize.n thii.n
Mohsin Naqvi
Nazm
an-kahi
merii taKH.iil ko kyaa rang ataa karte hai.n
terii zulfe.n tirii aa.nkhe.n tire aariz tire ho.nT
Himayat Ali Shayar
Nazm
raushniyan
kitne aariz kii jhalkiyaa.n ab tak
dil me.n siimii.n varaq luTaatii hai.n