SEARCH RESULTS
Showing search results for "aashiq"
Nazm MATCHES FOR "aashiq"
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
gulshan-e-yaad me.n gar aaj dam-e-baad-e-sabaa
phir se chaahe ki gul-afshaa.n ho to ho jaane do
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muflisi
jis kii bahaar muft luTaatii hai muflisii
aashiq ke haal par bhii jab aa muflisii pa.De
Nazeer Akbarabadi
Nazm
online aashiq
jis ko sadma shab-e-tanhaa.ii ke ayyaam kaa hai
aise aashiq ke liye net bahut kaam kaa hai
Khalid Irfan
Nazm
hasan kuza-gar (2)
ishq sarhad hai javaanii sarhad
dil ke jiine ke bahaane ke sivaa aur nahii.n
Noon Meem Rashid
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
yaad kii raahguzar jis pe isii suurat se
muddate.n biit ga.ii hai.n tumhe.n chalte chalte
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hubb-e-watan
mai.n hii kartaa huu.n tujh pe jaan nisaar
yaa ki duniyaa hai terii aashiq-e-zaar
Altaf Hussain Hali
Nazm
darwaza khula rakhna
shaa.er hai ki aashiiq hai, jogii hai ki banjaara
darvaaza khulaa rakhnaa
Ibn e Insha
Nazm
barsat ki bahaaren
kahte hai.n un ko aashiq yuu.n pyaar se bulaa le
kyaa me.nh baras rahaa hai pyaare zaraa nahaa le
Nazeer Akbarabadi
Nazm
saneha
ik be-KHud-e-suruur-e-dil-o-jaa.n nahii.n rahaa
ik aashiq-e-sadaaqat-e-pinhaa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nashat-e-umid
KHaatir-e-ranjuur kaa darmaa.n hai tuu
aashiq-e-mahjuur kaa iimaa.n hai tuu
Altaf Hussain Hali
Nazm
hubb-e-watan
mai.n hii kartaa huu.n tujh pe jaan-nisaar
yaa ki duniyaa hai terii aashiq-e-zaar
Altaf Hussain Hali
Nazm
phir sham hui
lekin itnaa bhii sochaa, kabhii zaalimo!
ham bhii hai.n aashiq-e-ra.ng-o-buu shahr me.n
Ibn e Insha
Nazm
chahaton ka jahan hai urdu
ishq kaa e'tibaar aur vaqaar
husn kii aan-baan hai urdu