SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-parda"
Nazm MATCHES FOR "be-parda"
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
is jalva-e-be-parda ko parda me.n chhupaa dekh!
ayyaam-e-judaa.ii ke sitam dekh jafaa dekh!
Allama Iqbal
Nazm
taj-mahal
aflaak se yaa kaahkashaa.n TuuT pa.Dii hai
yaa ko.ii hasiina hai ki be-parda kha.Dii hai
Mahshar Badayuni
Nazm
asasa
yaado.n ko bojh samajh kar mat jhaTko
in ko be-parda karne kii aadat tark karo
Sahil Ahmad
Nazm
naya nizam
sabhii hii ho.nge be-parda na ko.ii satr rahe
yahaa.n pe parda-shikan tezgaam aa.egaa
Akhlaq Ahmad Ahan
Nazm
farishte aadam ko jannat se ruKHsat karte hain
tirii navaa se hai be-parda zindagii kaa zamiir
ki tere saaz kii fitrat ne kii hai mizraabii!
Allama Iqbal
Nazm
sultani
kise KHabar ki hazaaro.n maqaam rakhtaa hai
vo faqr jis me.n hai be-parda ruuh-e-quraanii
Allama Iqbal
Nazm
bad-gumani
saamne be-parda aane me.n nahii.n kuchh ijtinaab
ye nigaah-e-multajii ye bholii bholii guftuguu
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
ai gham-e-dil kya karun
husn be-parda hu.aa hai ishq aavaara-mizaaj
ai Gam-e-dil kyaa karuu.n ai vahshat-e-dil kyaa karuu.n
Nazir Fatehpuri
Nazm
mearaj-e-nazar
hai.n be-KHudii-e-shauq me.n be-parda do-aalam
har chiiz ko mai.n apne sivaa dekh rahaa huu.n
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
b amman se KHitab
tuu ne ramz-e-qalb-e-maKHfii aashkaaraa kar diye
ma.anii-e-ilm-o-amal parda se be-parda kiye