SEARCH RESULTS
Showing search results for "daar-o-madaar-e-ishq"
Nazm MATCHES FOR "daar-o-madaar-e-ishq"
Nazm
ahl-e-junun
ham vahii ahl-e-junuu.n ahl-e-vafaa saahib-dil
ham ki har daur me.n auraaq-e-zamaana ke amii.n
Noor -e-Shama Noor
Nazm
gulha-e-aqidat
gul se apnii nisbat-e-deriina kii khaa kar qasam
ahl-e-dil ko ishq ke andaaz samjhaane lagii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
ekta
bayaabaa.n ko kartii hai ye laala-zaar
isii par taraqqii kaa daar-o-madaar
Jafar Malihabadi
Nazm
katik ka chand
kis se is dard-e-judaa.ii kii shikaayat kahiye
yaa.n to siine me.n niystaa.n kaa niystaa.n hogaa
Ibn۔e۔Insha
Nazm
dil-ashob
par ishq o vafaa ke yaad rahe aadaab ise
tiraa naam o maqaam jo puuchhaa, ha.ns kar Taal gayaa
Ibn۔e۔Insha
Nazm
na-malum
chuu.nki a.amaal kaa daar-o-madaar niyyato.n par hai
is liye deviyo.n par shak karnaa himaaqat hai
Komal Raja
Nazm
hayat
daar-o-madaar tere hii lutf-o-karam pe hai
tuu meherbaa.n na ho to ko.ii meherbaa.n na ho
Noor Ludhiyanwi
Nazm
shair ki tamannaen
guzar jaataa fuGaa.n kartaa hu.aa sunsaan vaadii se
fazaa.o.n ko jagaa detaa daraa-e-kaarvaa.n ho kar
Ahsan Ahmad Ashk
Nazm
madar-e-fitrat
apnii aaGosh me.n le maadar-e-fitrat mujh ko
hai tire saaya-e-daamaa.n kii zaruurat mujh ko
Syeda Farhat
Nazm
madar-e-hind
maadar-e-hind zamaane me.n tuu aabaad rahe
ham balaa se ho.n giraftaar tuu aabaad rahe
Nau Bahar Sabir
Nazm
mirza ghaalib
muskuraate hu.e kirdaar the mirzaa 'Gaalib'
maadar-e-hind ke fankaar the mirzaa 'Gaalib'
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
hum log
KHaaksaaraan-e-dar-e-piir-e-muGaa.n hai.n ham log
ya.anii minjumla-e-saahib-nazaraa.n hai.n ham log
Ali Minai
Nazm
samraj ki shikast
maadar-e-hind ke maathe kii shikan duur hu.ii
chaar sau saal kii zillat kaa nishaa.n
Bano Tahira Sayeed
Nazm
chakbast
ajzaa-e-pareshaa.n ke liye daar-e-fanaa hai
tartiib-e-'anaasir hii me.n insaa.n kii baqaa hai