SEARCH RESULTS
Showing search results for "daure"
Nazm MATCHES FOR "daure"
Nazm
tarana-e-hindi
kuchh baat hai ki hastii miTtii nahii.n hamaarii
sadiyo.n rahaa hai dushman daur-e-zamaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
kisi ko udas dekh kar
ye baat baat pe qaanuun o zaabte kii giraft
ye zillate.n ye Gulaamii ye daur-e-majbuurii
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHwab jo bikhar gae
KHushaa vo daur-e-be-KHudii ki justujuu-e-yaar thii
jo dard me.n suruur thaa to be-kalii qaraar thii
Amir Usmani
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
lekin ai saakin-e-hariim-e-KHayaal
yaad hai daur-e-kaif-o-kam ki nahii.n
Saifuddin Saif
Nazm
hasan kuza-gar(3)
jo nau baras ke daur-e-naa-sazaa me.n thaa?
ab intizaar aa.nsu.o.n ke dajla kaa
Noon Meem Rashid
Nazm
mere ahd ke hasino
mire ahd ke hasiino vo nazar-navaaz taare
miraa daur-e-ishq-parvar tumhe.n nazr de rahaa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
yaad-e-aligarh
zamaana thaa vo ek haivaaniyat kaa
vo daur-e-malaamat thaa shaitaaniyat kaa
Aabidullah Ghazi
Nazm
mujassama
jaane kis daur-e-alam-naak se le kar ab tak
tuu ka.De vaqt ke zindaano.n me.n KHvaabiida hai
Ahmad Faraz
Nazm
mujhe bhul ja
na vo dil rahaa na vo jii rahaa
na vo daur-e-aish-o-KHushii rahaa
Shakeel Badayuni
Nazm
hinDola
yahii.n se uThte baguulo.n ke saath dau.De hai.n
yahii.n kii mast ghaTaa.o.n ke saath jhuume hai.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aaKHiri lamha
ba.Dii hai baat jo tum rang-e-gul nikhaar sako
ye duur daur-e-jahaa.n kaash tum ko raas aa.e