SEARCH RESULTS
Showing search results for "fitna"
Nazm MATCHES FOR "fitna"
Nazm
dosti ka hath
sitam to ye hai ki dono.n ke marG-zaaro.n se
havaa-e-fitna o buu-e-fasaad aatii hai
Ahmad Faraz
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
vo yahuudii fitna-gar vo ruuh-e-mazdak kaa buruuz
har qabaa hone ko hai is ke junuu.n se taar taar
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
aazmuuda fitna hai ik aur bhii garduu.n ke paas
saamne taqdiir ke rusvaa.ii-e-tadbiir dekh
Allama Iqbal
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
ye saare fitne hai.n maulvii ke
haraam kar dii thii KHud-kushii bhii ki apnii marzii se mar na paa.e
Tariq Qamar
Nazm
sarmaya-dari
ye insaano.n se insaano.n kii fitrat chhiin letii hai
ye aashob-e-halaakat fitna-e-iskandar-o-daaraa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
KHatun-e-mashriq
tuu na karnaa maGribii matvaaliyo.n kii race dekh
ghaat me.n terii lagaa hai fitna-e-ibliis dekh
Josh Malihabadi
Nazm
surKH sitara
is ke daaman me.n hai aasuuda vo fitna jis se
jism to jism mayassar nahii.n ruuho.n ko amaa.n
Amir Usmani
Nazm
dard-e-mushtarak
aa ki us fitna-e-zarposh ko uryaa.n kar de.n
jis ne aafaaq ko baazaar banaa rakkhaa hai
Qateel Shifai
Nazm
aahang-e-nau
ye to hai.n fitna-e-bedaar dabaa do in ko
ye miTaa de.nge tamaddun ko miTaa do in ko