SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaabe"
Nazm MATCHES FOR "kaabe"
Nazm
shikwa
tere ka.abe ko jabiino.n se basaayaa ham ne
tere qur.aan ko siino.n se lagaayaa ham ne
Allama Iqbal
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
jab arz-e-KHudaa ke ka.abe se
sab but uThvaa.e jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
baada-aashaam na.e baada nayaa KHum bhii na.e
haram-e-kaaba nayaa but bhii na.e tum bhii na.e
Allama Iqbal
Nazm
dil hasin hai to mohabbat bhi hasin paida kar
yahii duniyaa ki jo but-KHaana banii jaatii hai
isii but-KHaane se ka.abe kii zamii.n paidaa kar
Jigar Moradabadi
Nazm
Sar-guzisht-e-adam
nikaalaa kaabe se patthar kii muurato.n ko kabhii
kabhii buto.n ko banaayaa haram-nashii.n mai.n ne
Allama Iqbal
Nazm
masjid
ab kisii kaabe kii shaayad na pa.Degii buniyaad
kho ga.ii dasht-e-faraamoshii me.n aavaaz-e-KHaliil
Akhtarul Iman
Nazm
nargis-e-mastana
kab tak nigah-e-yaar na hogii mutabassim
tuu apnaa har andaaz hariifaana banaa de
Jigar Moradabadi
Nazm
shama
ka.abe me.n but-kade me.n hai yaksaa.n tirii ziyaa
mai.n imtiyaaz-e-dair-o-haram me.n pha.nsaa hu.aa
Allama Iqbal
Nazm
doraha
dair se, ka.abe se, idraak se bhii uktaa kar
aaj tak dil ko ujaale kii talab hotii hai
Mustafa Zaidi
Nazm
siyasi bengan
laxmii kii mohabbat ne dil moh liyaa itnaa
mu.nh mo.D ke ka.abe se pahu.nche suu-e-but-KHaana
Zareef Lakhnavi
Nazm
nazm ittihad
hushyaar ko.ii laakh kare to hai be-KHabar
is darja be-hayaa ki nahii.n dil pe kuchh asar
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Nazm
haji bhai pani wala
Giibatii jal-kuk.De aise the ki bas
saaf kahte is ne ka.abe kii ziyaarat hii
Saqi Faruqi
Nazm
shahr-e-arzu
dilo.n ke ka.abe me.n patthar sajaa.e phirtaa hai
ufuq ufuq pe nigaahe.n jamaa.e phirtaa hai