SEARCH RESULTS
Showing search results for "karwan e watan ebooks"
Nazm MATCHES FOR "karwan e watan ebooks"
Nazm
mahatma gandhi
nahii.n hai tere sivaa ko.ii raazdaan-e-vatan
tujhii se faa.ez-e-manzil hai kaarvaan-e-vatan
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
jashn-e-azadi
hai hamaarii manzil-e-maqsuud ta.amiir-e-vatan
kaarvaa.n ab tak hamaaraa kaamraa.n ba.Dhtaa gayaa
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
mahatma gandhi
ai faqiir-e-niim-uryaa.n ai vatan ke paasbaa.n
manzil-aasuuda hu.aa tere karam se kaarvaa.n
Sabir Abuhari
Nazm
tarana-e-hindi
saare jahaa.n se achchhaa hindostaa.n hamaaraa
ham bulbule.n hai.n is kii ye gulsitaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-milli
chiin-o-arab hamaaraa hindostaa.n hamaaraa
muslim hai.n ham vatan hai saaraa jahaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
aazadi
mirii sadaa hai gul-e-sham-e-shaam-e-aazaadii
sunaa rahaa huu.n dilo.n ko payaam aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
nazr-e-collage
ai sar-zamiin-e-paak ke yaaraan-e-nek-naam
baa-sad KHuluus shaa.ir-e-aavaara kaa hai naam
Sahir Ludhianvi
Nazm
salam
mere aazaad vatan terii bahaaro.n ko salaam
terii pur-kaif fazaa tere nazaaro.n ko salaam
Bano Tahira Sayeed
Nazm
baba guru-nanak dev
ek jism-e-naa-tavaa.n itnii dabaao.n kaa hujuum
ik charaaG-e-sub.h aur itnii havaa.o.n kaa hujuum
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
ekta ki aawaz
KHuluus dil me.n liye kaarvaa.n ke saath chalo
musaafiro chalo azm-e-garaa.n ke saath chalo
Bekal Utsahi
Nazm
iltija-e-musafir
farishte pa.Dhte hai.n jis ko vo naam hai teraa
ba.Dii janaab tirii faiz aam hai teraa
Allama Iqbal
Nazm
KHiraj-aqidat
ik nayaa paGambar-e-amn-o-amaa.n paidaa hu.aa
kaarvaa.n me.n ik amiir-e-kaarvaa.n paidaa hu.aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
chhabbis january
ye daur-e-nau-mubaarak farKHanda-aKHtarii kaa
jamhuuriyat kaa aaGaaz anjaam qaisarii kaa
Tilok Chand Mahroom
Nazm
harf-e-aKHir
ye aadmii kii guzargaah-e-shaahraah-e-hayaat
hazaaro.n saal kaa baar-e-garaa.n uThaa.e hu.e
Ali Sardar Jafri
Nazm
arz-e-watan
KHayaalaat me.n saKHt hai intishaar
taKHayyul pareshaa.n qalam be-qaraar