SEARCH RESULTS
Showing search results for "malaal"
Nazm MATCHES FOR "malaal"
Nazm
ramaen ka ek sin
dekhaa to ek dar me.n hai baiThii vo KHasta-haal
saktaa saa ho gayaa hai ye hai shiddat-e-malaal
Chakbast Brij Narayan
Nazm
tumhein pyar hai, to yaqin do,
tumhe.n fikr ho, mire haal kii,
ko.ii guftuguu ho malaal kii,
Arif Ishtiaque
Nazm
ummid-e-sahar ki baat suno
zabaa.n-buriida huu.n zaKHm-e-guluu se harf karo
shikasta-paa huu.n malaal-e-safar kii baat suno
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dur tak yaad-e-watan aai thi samjhane ko
desh aazaadii kaa kab hind me.n saal aataa hai
qaum apnii pe to rah rah ke malaal aataa hai
Ram Parshad Bismil
Nazm
shikwa
qaum apnii jo zar-o-maal-e-jahaa.n par martii
but-faroshii ke evaz but-shikanii kyuu.n kartii
Allama Iqbal
Nazm
kohre ka khet
dil me.n kuchh aise ghaav the tiir-e-malaal ke
ro ro diyaa thaa khi.Dkii se gardan nikaal ke
Kaifi Azmi
Nazm
nazm
shaayad ye meraa vahm ho meraa KHayaal ho
mumkin hai mere baad use meraa malaal ho
Shahid Kabir
Nazm
aawara
ik mahal kii aa.D se niklaa vo piilaa maahtaab
jaise mullaa kaa amaama jaise baniye kii kitaab
Asrarul Haq Majaz
Nazm
taj-mahal
ye chaman-zaar ye jamunaa kaa kinaara ye mahal
ye munaqqash dar o diivaar ye mehraab ye taaq
Sahir Ludhianvi
Nazm
zaifa
ye tire sar kii safedii aur ye gard-e-malaal
me.n to kyaa sharmaa rahaa hai KHud KHuda-e-zul-jalaal