SEARCH RESULTS
Showing search results for "muKHtasar"
Nazm MATCHES FOR "muKHtasar"
Nazm
mohabbat ho gai tum se
mai.n qissa muKHtasar kar ke
zaraa niichii nazar kar ke
Zubair Ali Tabish
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
jin kii raah-e-talab se hamaare qadam
muKHtasar kar chale dard ke faasle
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
marhum aur mahrum
bahut taviil kahaanii hai merii hastii kii
tumhaarii maut to ik muKHtasar fasaana hai
Zubair Ali Tabish
Nazm
bewa ki KHud-kushi
ho ga.ii beva kii KHaatir nii.nd bhii jaise haraam
muKHtasar saa ahd-e-vaslat de gayaa soz-e-davaam
Kaifi Azmi
Nazm
ek bewafa ke nam
al-muKHtasar ho.n jitne sitam tujh pe TuuT jaa.e.n
lekin ye rabt-e-ziist na TuuTe KHudaa kare
Owais Ahmad Dauran
Nazm
jawab-e-shikwa
kaun hai taarik-e-aa.iin-e-rasuul-e-muKHtaar
maslahat vaqt kii hai kis ke amal kaa me.aar
Allama Iqbal
Nazm
adl-e-faruqi ka ek namuna
muKHtasar thii vo ridaa aur tiraa qad hai daraaz
ek chaadar me.n tiraa jism na hogaa mastuur
Shibli Nomani
Nazm
hilal-e-mah-e-ramzan dekh kar
maah-e-rahmat kii KHabar kis ke liye laayaa hai tuu
kaun teraa muntazir thaa kis liye aayaa hai tuu